Skip to content

Aaja Piya Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Khushi movie

    Aaja Piya Tohe Pyar Doon - BAHARON KE SAPNE 1967

    Aaja Piya Song Lyrics and Translation

    From the movie – Khushi

    aa ja piya…

    Come to me, lover…

    kuchh hota hai is kangan mein

    Something happens in this bracelet encircling my wrist.

    bara maza hai bandhan mein

    There’s such pleasure in the bondage.

    aag lagi hai tan-man mein

    Fire strikes my body and soul.

    kuchh hota hai is kangan mein

    Something happens in this bracelet encircling my wrist.

    bara maza hai bandhan mein

    There’s such pleasure in the bondage.

    aag lagi hai tan-man mein

    Fire strikes my body and soul.

    aake gale laga ja

    Take me in your embrace!

    aa ja piya…

    Come to me, lover…

    chamke bindiya laal lam laal

    My bindi flashes red;

    ab to uspe nazarein Daal

    cast your eyes on it now.

    chuuri khan khan khanke re

    My bangles clatter;

    badali badali meri chaal

    my gate alters.

    sar sarakti chunari ne

    The scarf slipping from my head

    chupke se kah diya

    softly spoke to you:

    aa ja piya…

    Come, my love…

    kaali kaali aankhon mein kaala kaala kaajal re

    Black, black kohl lines my black, black eyes.

    kyon nahin duube in mein tu hai kitna paagal re

    Why don’t you drown in them? How foolish you are!

    haule se nas nas mein kah raha hai jiya

    Softly, in every pore of my body, my heart is whispering:

    aa ja piya…

    Come to me, lover.

    kuchh hota hai is kangan mein

    Something happens in this bracelet around my wrist.

    bara maza hai bandhan mein

    There’s such pleasure in the bondage.

    aag lagi hai tan-man mein

    Fire strikes my body and soul;

    aake gale laga ja

    take me in your arms!

    aa ja piya…

    Come to me, lover…

    About the movie – Khushi

    Aaja Piya Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning - Khushi movie

    Karan and Khushi fall in love, but her conservative family balks at accepting Karan’s modern ideas.

    https://www.imdb.com/title/tt0348656/