Aafaton Ke Parinde Song Lyrics and Translation
From the movie – Ishaqzaade
Aafaton ke parinde ishaqzaade
Birds of trouble, rebel lovers
dil udaa denge phurr se ishaqzaade
will fly the heart in a jiffy, the rebel lovers
Ishq ko aazmaane ishaqzaade
To try love, the rebel lovers
phad phadaate hain phir se ishaqzaade
are fluttering their wings of love once again
Halaalon mein. haraamon mein
In the good and the bad
jo milte thay hazaaron mein
who used to be in thousands
Ishaqzaade. ishaqzaade
The rebel lovers
kahaan hai ab jahaanon mein
Where are they now in this world
Ishaqzaade, ishaqzaade
Rebel lovers, rebel lovers
Sitaaron mein taaranon mein
In the stars, in the tunes of music
jo milte thay faasanon mein
who used to be in stories
Ishaqzaade, ishaqzaade
The rebel lovers, rebel lovers
kahaan hai ab jahaanon mein
Where are they now in this world
Deewarein todh de, daraarein jodh de
break the walls, fill the cracks
Zidon-do-do ko mita de
finish the stubbornness
Haan kinaare chodh dein
Yaah.. leave the shore
maujon ko modh dein
turns the tides
Hadhon sarhadhon ko khudi se mila lein haan
combine the limit and boundaries into yourself
Na zameen na falak ke ishaqzaade
The rebel lovers do not belong to this earth or the sky
khush khudi ke jahaan mein ishaqzaade
They are in their own world of happiness
Halaalon mein, haraamon mein
in the good and the bad
jo milte thay hazaaron mein
who used to be there in thousands
Ishaqzaade ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein
The rebel lovers, where are they now in this world
Ishaqzaade ishaqzaade
The rebel lovers
Sitaaron mein, taaranon mein jo milte thay faasanon mein
In the stars, and music tunes, the one who used to be in stories
Ishaqzaade ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein
the rebel lovers, where are they now in this world
About the movie – Ishaqzaade
While fighting for the political supremacy of their respective families, a Hindu man and a Muslim woman share a forbidden romance.