Skip to content

Do Din Ke Liye Mehman Yaha Song Lyrics – Lata Mangeshkar

    https://www.youtube.com/watch?v=x3kgHH8hYtk

    Do Din Ke Liye Mehman Yaha (By: Lata Mangeshkar)

    From the movie – Badal – 1951

    Do Din Ke Liye Mehman Yaha Song Lyrics in English

    Do din ke liye mehman yaha, malum nahi manjil hai kaha
    Araman bhara dil toh hai magar, jo dil se mile woh dil hai kaha

    Ek phul jala ek phul khila, kuchh apna luta kuchh unako mila
    Kaise kare kismat se gila, ham kaise kare kismat se gila
    Rangin har ek mehfil hai kaha
    Do din ke liye………

    Duniya me savera hone laga, iss dil me andhera hone laga
    Har jakhm sisak ke rone laga, kis munh se kahe katil hai kaha
    Do din ke liye………

    Jalata hai jigar uthata hai dhuwa, aankho se meree aansu hai rava
    Marne se ho jaye dafa, jo marne se ho jaye dafa
    Aisi yeh meree mushkil hai kaha
    Do din ke liye………

    Do Din Ke Liye Mehman Yaha Hindi Song Lyrics Translation

    डिन के ली मेहमान याहा, मालम नही मैंजिल है कह
    अरमान भारा दिल तोह है मगर, जो दिल से माइल वो दिल है कहवा
    एक फुल जला एक फूल खला, कुच अपना लुटा कुच उन्को मिला
    Kaise Kare Kismat Se Gila, Ham Kaise Kare Kismat Se Gila
    रंगीन हर एक मेहफिल है कह
    Din ke liye ………
    Duniya Me Savera Hone Laga, Iss dil Me Andera Hone Laga
    हर जाखम सिसाक के रोन लागा, किस मुन्ह से काए कटिल है कहा
    Din ke liye ………
    जलाता है जिगर उथता है धुवा, आंको से मेरी आंसु है रावड़ा
    मारने से हो जय दाफा, जो मारने से हो जय दाफा
    Aisi Yeh Mushkil Hai Kaha
    Din ke liye ………

    About the movie – Badal – 1951

    Do Din Ke Liye Mehman Yaha  (By: Lata Mangeshkar)

    An Indianized version of the Sherwood Forest legend. King is away, the jaagirdar is a wimp and his henchman loots the poor. Our hero steals from the tyrant and helps the poor and repressed. On a romantic sideline, he courts the jagirdar’s beautiful daughter, who is also being wooed by the evil henchman.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0130489/