Skip to content

O Yaaro Maaf Karana Kuchh Kehene Aaya Hoon Song Lyrics – Abhijeet

    https://www.youtube.com/watch?v=KHoBAtqBKWM

    O Yaaro Maaf Karana Kuchh Kehene Aaya Hoon (By: Abhijeet, Shabbir Kumar, Sonu Nigam, Sanu Bhattacharya)

    From the movie – Aa Ab Laut Chalen

    O Yaaro Maaf Karana Kuchh Kehene Aaya Hoon Song Lyrics in English

    (O yaaro maaf karna kuchh kehene aaya hoon
    Kutch apne baare mein samjhaane aaya hoon) – 2
    Main hoon pardesi naujawaan, dil me rahne aaya hoon – 2
    O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hoon – 2
    Oy oy oy mere ehle vatan, o tera kya kahna
    Nasrino saman, o tera kya kahna
    Khushboo-e-chaman tera kya kehna
    Meri gango jaman tera kya kehna
    Oy oy oy ae desh se aanewale bata
    Kaisa hai mera mehboob vatan – 2
    Kya abb bhi vahaan khaliyanome, sabb neem ke niche sote hai
    Kya abb bhi vahaan bachpanwale, woh khel suhane hote hai
    Kya abb bhi vahaan rajarani ke, kisse dadi sunati hai
    Kya abb bhi vahaan per bachhon ko, maa lori ga ke sunati hai
    Kya abb bhi vahaan baisakhi me, sab jhumke bhangda pande hai
    Oy oy oy kya abb bhi vahaan baratome, sab tasshe dhol bajasnde hai
    Oy oy oy kya abb bhi vahaan ke dhaabome milti hai makke di roti
    Oy oy oy kya abb bhi vahaan ke melo mein udati hai haseeno ki choti
    Tere desh ki mitti ki wohi khushboo laaya hoon, wohi khushboo laaya hoon
    O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hoon
    Kutch apne bare mein samjhaane aaya hoon
    Ae mere vatan kurbaan
    Tu meri aan vai vai, tu meri shan vai vai
    Tu meri jaan vai vai, tujhpe kurbaan vai vai
    Mera armaan vai vai, meri pahchan vai vai
    Mera imaan vai vai, tujhpe kurbaan vai vai
    Kya abb bhi muhobbat ki lehrein uthati hai chanaab ke paani se
    Kya abb bhi suroor chalkata hai madmast hawa ki rawaani se
    Kya abb bhi vahaan pe gaalib mir ki gazlein gaayi jaati hai
    Kya abb bhi vahaan pe mastaani mahfilein sajaayi jaati hai
    Kya abb bhi vahaan ki iado mein aati hai sevayiyoki khushboo
    Kya abb bhi vahaan tyoharome lagte hai woh mele harsoo
    Kya abb bhi vahaan per shadi mein dulhe ka sehra gaate hai
    Kya abb bhi vahaan khushhaali mein ghar ghar laddo bhijwaate hai
    Tu laga le gale mujhko mai bhi tera hi sayaan hoon – 2
    O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hu
    Kutch apne baare mein samjhaane aaya hoon
    Mai hoon pardesi naujawaan, dil me rahne aaya hoon – 4
    Aa aa aa aa aa…….

    O Yaaro Maaf Karana Kuchh Kehene Aaya Hoon Hindi Song Lyrics Translation

    (हे यारो माफ कर्ण कुच केहेन आया हुन
    कच्छ एने Baare Mein Samjhaane Aaya HOON) – 2
    मुख्य हुन परदेसी नौजवान, दिल मुझे राहने आया हुन – 2
    ओ यारो माफ कर्ण कच्छ कहने आया हुन – 2
    Oy oy oy mere ehle vatan, हे तेरा kahna
    नास्रिनो सामन, हे तेरा के कहना
    खुशबू-ए-चमन तेरा के राजा
    मेरी गंगो जामन तेरा के राजा
    Oy Oy Oy Ae Desh Se Aanewale Bata
    कैसा है मेरा मेहबूब वतन – 2
    के अब्ब भी वाहान खलीयान, साबा नीम के आला सुटे है
    केया अब्ब भी वाहन बच्चनवाले, वोह खेल सुहाने हॉट है
    क्या एबीबी भी vahaan rajarani ke, kisse दादी sunati hai
    केया अब्ब भी वाहन प्रति बच्चन को, मा लोरी गा के सुनती है
    Kya abb Bhi Vahaan Baisakhi मैं, सब झुमके भंग्डा पांडे है
    Oy Oy Oy Kya Abb Bhi Vahaan Baratome, SAB Tasshe ढोल Bajasnde hai
    Oy Oy Oy Kya abb Bhi Vahaan Ke Shhaabome Milti Hai Makke di Roti
    Oy oy oy kya abb bhi vahaan ke melo mein udati haieno ki choti
    तेरे देश की मिति की वोही खुशबू लाया हुन, वोही खुशबू लाया हुन
    O Yaaro Maaf Karna Kutha Kahne Aaya HOON
    कच्छ अयने नंगे मीन समज्जाया आया हुन
    एई मात्र वतन कुर्बान
    तु मेरी आन वैवाई, तु मेरी शान वाई वैए
    तु मेरी जान वई वाई, तुजपे कुर्बान वाई वैए
    मेरा अरमान वैवाई, मेरी पहचन वैवाई
    मेरा इमान वाई वै, तुजपे कुर्बान वैवाई
    Kya abb bhi muhobbat kehrein utati है चनाब के paani se
    Kya abb bhi suroor chalkata है Madmast Hawa Ki Rawaian Se
    Kya abb bhi vahaan pe gaalib mir ki jazlein gaayi jati hai
    के abb bhi vahaan pe mastaani mahfilein sajaayi jati है
    Kya abb bhi vahaan kaydo mein aati hai sevayiyoki khushboo
    Kya abb bhi vahaan tyoharome lagte hai woh mele harsoo
    Kya abb bhi vahaan प्रति शदी Mein Dulhe Ka Sehra Gaate Hai
    केया अब्ब भी वाहन खुशाली मीन घर घर लड्डो भिजवाएट है
    तु लागा ले गेल मुज्को माई भी तेरा हाय सयान हुन – 2
    O Yaaro Maaf Karna Kutha Kahne Aaya Hu
    कच्छ एने Baare Mein Samjhaane Aaya HOON
    माई हुन परदेसी नौजवान, दिल मुझे राहने आया हुन – 4
    एए एए एए एए …….

    About the movie – Aa Ab Laut Chalen

    O Yaaro Maaf Karana Kuchh Kehene Aaya Hoon  (By: Abhijeet, Shabbir Kumar, Sonu Nigam, Sanu Bhattacharya)

    Rohan is a jobless graduate living in the Delhi-based Khanna family with his widowed mother and grandfather. His father Balraj was killed in an accident many years ago. Rohan leaves Delhi for USA at the request of his friend to improve his life. Upon arrival in New York he finds shelter with Iqbal and Sardar. Rohan becomes a taxi-driver. One of his rides is a young woman named Pooja who has no one to call her own. He brings her to his home, and Pooja falls in love with Rohan but Rohan wants to make money and hence wants to marry a richer girl like Loveleen a spoiled rich girl, whom Rohan decides marry. When his friends oppose his decision, Rohan leaves their home, decides to live with Pooja – and a life full of uncertainties.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0149568/