Skip to content

Main Albeli Ghoomoon Akeli Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Zubeidaa movie

    @A. R. Rahman - Main Albeli Audio Song|Zubeidaa|Karisma Kapoor|Sukhwinder|Kavita K.

    Main Albeli Ghoomoon Akeli Song Lyrics and Translation

    From the movie – Zubeidaa

    rangeeli ho, sajeeli ho – 2

    your are bright, you are graceful

    tu albeli o – 2

    o lovely one…

    main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main

    ho, main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main

    i am lovely, i wander alone, i am an enigma…

    pagli hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye

    the mad winds may take me anywhere

    in hawaaon ki saheli hoon main

    i am a friend of these winds

    tu hai rangeeli, ho tu hai sajeeli, ho

    you are bright, you are graceful

    hirni hoon ban mein, kali gulshan mein

    i am a deer in the forest, a bud in the flower garden

    shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola

    sometimes i am dew; sometimes i am a flame

    shyaam aur savere, sau rang mere

    mine, the hundred shades of dawn and dusk

    main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya

    in the end, even i do not know exactly what i am

    tu albeli, ghoome akeli, koi paheli hai tu

    pagli hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye

    in hawaaon ki saheli hai tu

    tu albeli, ghoome akeli, koi paheli, paheli

    you are lovely, you wander alone, an enigma, an enigma

    mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya

    such is my share of troubles

    mera dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha

    no matter where i go, my heart worries

    hmm, mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya

    mera dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha

    meri bechaini le jaaye mujhko jaane kahan

    god knows where my restlessness might take me

    main ek pal hoon yahan main ek pal hoon yahan, main hoon ek pal vahan

    i’m here one moment, there the next

    tu baawali hai tu manchali hai

    you are crazy, you are capricious

    sapnon ki hai duniya jis mein tu hai pali

    you’ve been raised in a world of dreams

    main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main

    tu albeli, o

    main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main

    pagli hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye

    in hawaaon ki saheli hoon main

    tu hai rangeeli, ho

    tu hai sajeeli, ho

    hirni hoon ban mein, kali gulshan mein

    i am a deer in the forest, a bud in the flower garden

    shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola

    sometimes i am dew; sometimes i am a flame

    shyaam aur savere, sau rang mere

    mine, the hundred shades of dawn and dusk

    main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya

    in the end, even i do not know exactly what i am

    oh tu albeli, o

    hm, hm, main woh raahi hoon jiski koi manzil nahin

    i am the traveler without a destination

    main woh armaan hoon jiska koi haasil nahin

    i am that longing which knows no object

    main hoon woh mauj ke jiska koi saahil nahin

    i am the wave that has no shore

    mera dil naazuk hai mera dil naazuk hai, patthar ka mera dil nahin

    my heart is fragile, my heart is not made of stone

    tu anjaani, tu hai deewani

    you are ignorant; you are insane

    sheesha leke patthar ki duniya mein hai chali

    you’ve come to a world of stone with a heart of glass

    tu albeli, ghoome akeli, koi paheli hai tu

    pagli hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye

    in hawaaon ki saheli hai tu

    main hoon rangeeli, ho main hoon sajeeli, ho

    hirni hoon ban mein, kali gulshan mein

    shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola

    shyaam aur savere, haan, sau rang mere, haan

    main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya

    About the movie – Zubeidaa

    Main Albeli Ghoomoon Akeli Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning - Zubeidaa movie

    Zubeidaa, an aspiring Muslim actress, marries a Sikh prince to become his second wife. Her tumultuous relationship with her husband, and her inner demons lead her to a decision which has fatal consequences for them all.

    https://www.imdb.com/title/tt0390657/