Skip to content

Tum Toh Thehre Pardesi Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Best Of Altaf Raja movie

    Tum Toh Thehre Pardesi Song Lyrics and Translation

    From the movie – Best Of Altaf Raja

    tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge – (5)

    You happen to be a foreigner, why will you keep company

    subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge

    In the morning, you will go back home in the first transport

    subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge

    Taking the first transport, You will return home in the morning

    tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge

    You are a foreigner, why will you give us company

    Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi

    When, being alone, you will think of me

    Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi

    when you are alone and remember me

    khichein khichein hue rahetin ho kyon

    You so withdrawn, why?

    khichein khichein hue rahetin ho dhyan kiska hain

    Why are you so withdrawn, who are you thinking about

    zara batao toh yeh imtihaan kiska hain

    Tell us who is this test for

    hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga

    You can forget me but you will remember this much

    nayi sadak pe purana makaan kiska hain

    Near the new road, whose house is the new one

    Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi

    When you will think about me

    Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi

    When alone and you think about me

    aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge

    In the flow of tears you will also get all wet

    aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge

    In the pouring tears, you will get wet too

    tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

    You happen to be a foriener/stranger, why would you keep us company

    Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye

    In all these grief, the wishes of heart may get crushed

    Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye

    tujhko yeh tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge

    If the stars see you as such, they will ask for your sheen

    tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge

    aur pyaase teri julfo se ghata maangenge

    And the thirsty ones will ask for clouds from your tresses

    apne kaandhe se duppata na sarakne dena

    Do not let the veil slip away from your shoulders

    warna budhe bhi jawani ki duwa maangenge

    Otherwise the elderly will also pray for youthfullness

    imaan se

    True!!

    Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye

    Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye

    kesuwo ke – 3 ke saaye mein kab hamein sulaaoge

    When will you let me sleep in the shadow of your flowing hair

    kesuwo ke ke saaye mein kab hamein sulaaoge

    tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

    You are a foreigner, why should you keep company

    mujhko katla kar daalo shauk se magar socho

    You can kill me with pleasure but think

    mujhko katla kar daalo shauk se magar socho

    is shehare namuraad ki izzat karega kaun

    Who will pay respect to this unwanted soul

    arey ham hi chale gaye toh mohabbat karega kaun

    And if I go then who will be here to love

    is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu –

    I am here to look after this home

    jaale hata diye toh hifazat karega kaun

    If you remove the mash, who will protect it

    mujhko katla kar daalo shauk se magar socho

    You can slaughter me with with pleasure but just think

    mujhko katla kar daalo shauk se magar socho

    mere baad – 3 tum kispar yeh bijliya giraaoge

    After me who will you shower all these attractions

    mere baad tum kispar yeh bijliya giraaoge

    tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

    yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain

    My life has been spent in the salon/bar

    yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain

    ashko mein husno rang samota raha hu main

    In my tears, oh graceful ones, i have been entangled

    aanchal kisika thaam ke rota raha hu main

    Holding some one’s veil, I have been crying

    nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka

    Now the face is glowing a bit

    barso ise sharab se dhota raha hu main

    For years I have been washing it with alcohol

    yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain

    My life as such has been spent in a salon

    behki hui bahaar ne peena sikha diya

    The uncontrolled season has taught me to drink

    badmast bargo baar ne peena sikha diya

    peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din

    I drink because I have to live these few days

    marne ke intejaar ne peena sikha diya

    Looking forward to death has made me drink

    yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain

    yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain

    in nashili – 3 aankhon se kab hamein peelaaoge

    When will you make me drink with your intoxicated eyes

    in nashili aankhon se kab hamein peelaaoge

    tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge

    kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar

    What will you do after all by visiting my grave

    kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar

    What will you do after all by visiting my grave

    kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar

    What will you do after all by visiting my grave

    kyon ke jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan

    because when by chance

    meri nazar mili thi

    my eyes met with yours

    ab yaad aa raha hain

    Now I remember

    shayad woh janwary thi

    Perhaps it was January

    tum yu mili dubara

    I met you again

    phir maahe farwary mein

    Then in the month of February

    jaise ke hamsafar ho

    Like a travelling partner

    tum raahein zindagi mein

    You were in my life

    kitna hasi zamana

    How beautiful life was

    aaya tha march lekar

    March arrived and it brought

    raahein wafa pe thi tum

    The paths of love for you

    waadon ki torch lekar

    With a torch of promises

    baandha jo ahde ulfat

    aprail chal raha tha

    It was April

    duniya badal rahi thi

    The world was changing

    mausam badal raha tha

    Seasons were changing

    lekin mayi jab aayi

    But when May came

    jalne laga zamana

    The world became jealous

    har shaks ki zabaan par

    On every one’s lips

    tha bas yahi fasana

    Was just this story

    duniya ke darr se tumne

    Becoming afraid of the world, you

    badli thi jab nigaahein

    Changed the look in your eyes

    tha june ka mahina

    It was the month of June

    lab pe thi garm aahein

    there were warm breaths on lips

    jully mein jo tumne

    In july when you

    ki baatchit kutch kam

    Decreased speaking to me

    thein aasman pe baadal

    The sky was cloudy

    aur meri aankhein purnam

    And my eyes misty

    mahe agast mein jab

    In August when

    barsaat hoo rahi thi

    It was raining

    bas aasuon ki baarish

    Only the tears were flowing

    din raat ho rahi thi

    Night and day

    kutch yaad aa rahe hain

    I remember some thing

    woh maah tha sitambar

    It was September

    bheja tha tumne mujhko

    You had sent me

    tarke wafa ka letter

    A heart breaking letter

    tum gair ho rahi thi

    You were becoming a stranger

    octubar aa gaya tha

    October was near

    duniya badal chuki thi

    The world had changed

    mausam badal chuka tha

    The season had changed

    jab aa gaya navamber

    When November came

    aaisi bhi raat aayi

    Such a night also came

    mujhse tumhein chudane

    to separate you from me

    sajkar baraat aayi

    A wedding procession came

    bekhaif tha december

    Solemn was December

    jasbaat mar chuke thein

    Emotions had died

    mausam tha sard usmain

    It was cold season

    armaan bikhar gaye the

    My wishes had shattered

    lekin yeh kya batau ab haal dusra hain

    But what can I tell, it is now a different moment

    lekin yeh kya batau ab haal dusra hain – 3

    lekin yeh kya batau ab haal dusra hain

    arey woh saal dusra tha yeh saal dusra hain

    That year was different, this is a different year

    woh saal dusra tha yeh saal dusra hain

    That year was different, this is a different year

    Kya Karoge tum aakhir kabra par meri aakar

    WHat will you do by visiting my grave

    thodi der – 3 ro loge aur bhool jaaoge

    You will cry a little and then forget me!!

    thodi der ro loge aur bhool jaaoge

    You will cry a little and then forget me!!

    tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge

    You are a foreigner, why will you keep me company

    tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge – 2

    subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge

    In the morning you will take the first transport to return home

    subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge – 2

    Submitted by: Princess

    About the movie – Best Of Altaf Raja

    https://www.imdb.com/name/nm0997820/