Skip to content

Yeh Mohabbat Meri Duniya Mein Song Lyrics – Lata Mangeshkar

    Ae Mohabbat Meri Duniya Mein Film Bees Saal Baad 1962

    Yeh Mohabbat Meri Duniya Mein (By: Lata Mangeshkar)

    From the movie – Bees Saal Baad

    Yeh Mohabbat Meri Duniya Mein Song Lyrics in English

    Yeh mohabbat meri duniya mein tera kaam na tha
    Yeh mohabbat meri
    Tu na aayi thi toh ghum ka bhi kahin naam na tha
    Yeh mohabbat meri duniya mein tera kaam na tha
    Yeh mohabbat meri

    Jaane kyun aaj hai shikawa mujhe duniya bhar se – (2)
    Isase pehale toh kisi par koyi iljaam na tha
    Yeh mohabbat meri duniya mein tera kaam na tha
    Yeh mohabbat meri

    Meri kismat ke mujhe ashq hi pine ko mile – (2)
    Mere hisse mein mohabbat ka koyi jaam na tha
    Yeh mohabbat meri duniya mein tera kaam na tha
    Yeh mohabbat meri

    Denewaale mujhe kyun tune mohabbat de di – (2)
    Kya ghum-e-ishq se pehale mujhe aaraam na tha
    Yeh mohabbat meri duniya mein tera kaam na tha
    Yeh mohabbat meri

    Yeh Mohabbat Meri Duniya Mein Hindi Song Lyrics Translation

    ये मोहब्बत मेरी दुनीया मीन तेरा काम ना था
    ये मोहब्बत मेरी
    Tu Na Iay thi Toh Ghum Ka Bhi Kahin Naam Na tha
    ये मोहब्बत मेरी दुनीया मीन तेरा काम ना था
    ये मोहब्बत मेरी
    Jaan Kyun AaJ है Shikawa Mujhe Duniya भार Se – (2)
    Isase Pehale Toh Kisi Par Koyi Iljaam Na Tha
    ये मोहब्बत मेरी दुनीया मीन तेरा काम ना था
    ये मोहब्बत मेरी
    मेरी किस्मत के मुजे अशक हाय पाइन को मील – (2)
    मात्र हिस्स मोहब्बत का कोय जाम ना था
    ये मोहब्बत मेरी दुनीया मीन तेरा काम ना था
    ये मोहब्बत मेरी
    Denewaale Mujhe Kyun ट्यून मोहब्बत डी डी – (2)
    Kya ghum-e-ishq se pehale mujhe aaraam na tha
    ये मोहब्बत मेरी दुनीया मीन तेरा काम ना था
    ये मोहब्बत मेरी

    About the movie – Bees Saal Baad

    Yeh Mohabbat Meri Duniya Mein  (By: Lata Mangeshkar)

    A wealthy Thakur rapes a village girl in Chandanghat. She commits suicide after the trauma and soon Thakur also dies. The villagers believe that he was killed by the spirit of that girl. Thakur’s son and brother are also killed. Twenty years later Thakur’s grandson Kumar Vijay Singh arrives. Villagers warn him to stay away from the ancestral home where his ancestors were killed. But Vijay still insists living there and hires a detective.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0055783/