Skip to content

Mere Dil Mai Too Hee Too Hai Song Lyrics – Jagjit Singh

    Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai - Jagjit Singh & Chitra Singh

    Mere Dil Mai Too Hee Too Hai (By: Jagjit Singh, Chitra Singh)

    From the movie – Bhavna

    Mere Dil Mai Too Hee Too Hai Song Lyrics in English

    Mere dil mai too hee too hai, dil kee dawa kya karu
    Dil bhee too hai, jan bhee too hai, tujhpe fida kya karu
    Khud ko khoke tujhko pakar, kya kya mila kya kahu
    Teree hoke jine mai kya aaya maja kya kahu
    Kaise din hain kaisee rate kaisee fija kya kahu
    Meree hoke tune mujhko kya kya diya kya kahu
    Meree pehlu me jab too hai phir mai duwa kya karu
    Dil bhee too hai, jan bhee too hai, tujhpe fida kya karu
    Hai yeh duniya dil kee duniya, milake rahenge yaha
    Lutenge ham khushiya har pal dukh naa sahenge yaha
    Armano ke chanchal dhare aise bahenge yaha
    Yeh toh sapno kee jannat hai sab hee kahenge yaha
    Yeh duniya mere dil me basee hai dil se juda kya karu
    Dil bhee too hai jan bhee too hai tujhpe fida kya karu

    Mere Dil Mai Too Hee Too Hai Hindi Song Lyrics Translation

    मात्र दिल माई भी हाई बहुत है, दिल की दावा के करू
    दिल भी बहुत है, जन भी बहुत है, तुजपे फिदा के करू
    Khud Ko Khoke Tujhko Pakar, kya kya mila kahu
    Teree Hoko Jine Mai Kya Aaya Maja Kahu
    Kaise Din Hain Kaisee दर Kaisee Fija Kahu
    मेरी होक ट्यून मुज्हको काय दिया कुया काहू
    मीरे पेहलू मी जब भी है फिल माई डुवा कुआ करू
    दिल भी बहुत है, जन भी बहुत है, तुजपे फिदा के करू
    है ये दुनीया दिल की दुनीया, मिलके राहेंगा याहा
    Lutenge Ham Khushiya हर पाल दुख Naahenge Yaha
    अरमेनो के चंचल धारे ऐस बेंज याहा
    ये कोह सोना की जन्नत है एसएबी हेद काहेन्ग याहा
    ये Duniya Mere dil Me Basee Hai Dil Se Juda Kaya Karu
    दिल भी भी है जान हे भी है तुजपे फिदा के करू

    About the movie – Bhavna

    Mere Dil Mai Too Hee Too Hai  (By: Jagjit Singh, Chitra Singh)

    Bhavna is a story of a less privileged women. A lady who was living all alone in the city met a man named Ajay Kapoor in a garden, sketching. They became friends and later on friendship turned into love. Eventually they got married, however, Kapor’s dad had not granted permission for this marriage. After bearing a financial crises, Ajay went to see his dad who was residing in another city. Ajay never came back to Bhavna. Bhavna went to that city and was astonished to see that Ajay married another women. Dejected Bhanva came back and started a new job. But this was not the end of the story.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0149857/