Skip to content

Duniya O Duniya Song Lyrics – Piyush Mishra

    Gulaal
    Gulaal: Duniya [Full Song] | Ft. K K Menon, Mahi Gill, Abhimannyu Singh Piyush Mishra

    Duniya O Duniya (By: Piyush Mishra)

    From the movie – Gulaal

    Duniya O Duniya Song Lyrics in English

    O o o ri duniya – (2)
    Hey o ri duniya
    Hey (surmayi aankhon ke pyaalon ki duniya o duniya -2)
    Satrangi rango gulaalon ki duniya o duniya – (2)
    Alsaayi sejon ke phulon ki duniya o duniya re
    Angdaayi tode kabutar ki duniya o duniya re
    Hey karwat le soyi haqiqat ki duniya o duniya
    Deewaani hoti tabiyat ki duniya o duniya
    Khwaahish mein lipti zarurat ki duniya o duniya re
    Hey insaan ke sapano ki niyat ki duniya o duniya
    O ri duniya aa aa, o ri duniya – (2)
    Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai – (3)
    Mamata ki dukhri kahaani ki duniya o duniya
    Behano ki siski jawaani ki duniya o duniya
    Aadam ke hawwa se rishte ki duniya o duniya re
    Hey shaayar ke feeke lafzon ki duniya o duniya
    O o o o o……..
    (Ghaalib ke momin ke khaabon ki duniya
    Majaazon ke unn inqalabon ki duniya) – (2)
    Faiz, firaaqon, saahir o makhdum
    Mir ki zauq ki daaghon ki duniya
    Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai – (3)
    Palchhin mein baaten chali jaati hai hai
    Palchhin mein raaten chali jaati hai hai
    Reh jaata hai jo sawera woh dhundhe
    Jalte makan mein basera woh dhundhe
    Jaisi bachi hai waisi ki waisi bachaalo yeh duniya
    Apna samajh ke apno ke jaisi uthaalo yeh duniya
    Chhut put si baaton mein jalane lagegi sambhaalo yeh duniya
    Kat put ke raakhon mein palne lagegi sambhaalo yeh duniya
    O ri duniya aa aa aa, o ri duniya
    Wo kahe hein ke duniya yeh itni nahi hai, sitaaron se aage jahaan aur bhi hain
    Ye hum hi nahi hain, wahan aur bhi hain
    Hamaari har ek baat hoti wahin hai
    Hamein aitraaz nahi hai kahin bhi
    Wo aalim hain faazil hain honge sahi hee magar falsafa yeh bighad jaata hai jo woh kehate hain
    Aalim yeh kehta wahan ishwar hai, faazil yeh kehata wahan allaah hai
    Qabil yeh kehata wahan isa hai, manzil yeh kehti tab insaan se ki tumhaari hai tum hi sambhaalo yeh duniya
    Ke bujhte huye chand baasi charaago tumhaare ye kaale iraado ki duniya
    Hey o ri duniya, o ri duniya, o ri duniya

    Duniya O Duniya Hindi Song Lyrics Translation

    O o o ri duniya – (2)
    हे ओ री डुनीया
    अरे (सुरमायी नहोन के पालोन की डुनीया ओ डुनीया -2)
    Satrangi Ranko Gulalon Ki Duniya O Duniya – (2)
    Alsaayi Sejon Ke Phulon Ki Duniya O Duniya Re
    AngdaAyi Tode Kabutar Ki Duniya O Duniya Re
    हे करवत ले सोई हकीकत की डुनीया ओ डुनीया
    Deewai Hoti Tabiyat Ki Duniya O Duniya
    Khwahish Mein Lipti Zarurat Ki Duniya O Duniya Re
    हे इंसान के सपनो की नियत की डुनीया ओ दुनीया
    O ri duniya aaaa, o ri duniya – (2)
    ये दुुनिया agar mil bhi jaaye toh ka hai – (3)
    ममता की दखरी कहानी की दुनिया ओ दुनीया
    Behano Ki Siski Jawaani Ki Duniya O Duniya
    AADAM KEWWA SE RISHTE KI DUNIYA O DUNIYA RE
    हे शायर के फीके Lafzon की Duniya ओ Duniya
    ओ ओ ओ ओ ओ ……..
    (गलीब के मोमिन के खाबोन की दुनिया
    Majaazon के unn inqalabon ki duniya) – (2)
    फैज, अग्नाकॉन, साहिर ओ माखदुम
    मीर की zauq ki daaghon ki duniya
    ये दुुनिया agar mil bhi jaaye toh ka hai – (3)
    पलचिन मीन बैटन चली जाटी है है
    पलचिन मीन राटान चली जाती है है
    आरएएच जाता है जो सावेरा वो धुंधे
    जलते मकान मीन बेसरा वो धौंधे
    जासी बच्ची है वाइसी की वाइसी बचालो ये दुनीया
    अपना समाज के एपीएनओ के जयशी उथालो ये दुनीया
    छठ ने Si Baaton Mein Jalane Lagegi Samhhaalo Yeh Duniya रखा
    कैट ने के राखन मीनले लेगेगी संभालो ये दुनीया
    O ri duniya aa aa aa, o ri duniya
    Wo kahe hein ke duniya isni nahi hai, Sitaaron Se Aage Jahaan और भी Hain
    तुम hum hi nahi hain, वान और भी है
    हामाड़ी हर एक बाट होटी वाहिन है
    हैमिन अत्राज नही है कहिन भी
    वू आलिम हैठा फजिल हैन होन साही हेजी मगर फाल्साफा ये बिघद जाता है जो वोह केहेट हैन
    आलिम ये केहता वाहन ईश्वर है, फजिल ये केहाटा वान अल्लाह है
    क़ाबिल ये केहाटा वहाण इसहा है, मंज़िल ये केहती टैब इंसान से की तुमहारी है तुम हाय समभालो ये दुनीया
    के बुझटे हुय चंद बाशी चरागो तुमहारे ये कालोराडो की दुनिया
    हे ओ री Duniya, हे Ri Duniya, हे Ri Duniya

    About the movie – Gulaal

    Duniya O Duniya  (By: Piyush Mishra)

    Bikaner-based 28-year-old Dilip Kumar Singh is enrolled in a Rajpur-based Law college, and rents a room with an unstable male, Rananjay Singh. His attempts to re-locate to a hostel, pits him against a group of men, led by Jadhwal, who not only assault, but also molest him, and then lock him in a dark room with a naked and abused female, Anuja. He recuperates in a hospital and joins hands with Rananjay and Dukey Bana to avenge this humiliation, as well as befriends Anuja, who is a Lecturer in the college. He also decides to support Rananjay, who is legitimate son of a former Raja, to run for college elections – and it is this decision that will shatter and change his life forever.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt1261047/