Skip to content

Hoy Hoy Gaao Taraane Mann Ke Ji Song Lyrics – Lata Mangeshkar

    Some hindi duet by RAFI SAAB & SHAMSHAD BEGUM

    Hoy Hoy Gaao Taraane Mann Ke Ji (By: Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Mohammad Rafi)

    From the movie – Aan – 1952

    Hoy Hoy Gaao Taraane Mann Ke Ji Song Lyrics in English

    Hoy hoy gaao taraane mann ke ji, aasha aayi dulhan banke ji
    Naacho naacho mann ki taal pe
    Chham chham, chham chham, chham chham……

    Hoy aaj kushi banthan ke ji, kar ghar aayi hai dulhan ke ji
    Naacho naacho mann ki taal pe
    Chham chham, chham chham, chham chham……

    Dhak dhak mann mein dholak baaje
    Chham chham pag mein paayal, ho chham chham pag mein paayal
    Aa aa aa………
    Hoy dhak dhak main mein dholak baaje
    Chham chham pag mein paayal
    Baalam ki nazaron ne – 2, kiya hai aaj mera dil ghaayal
    Hoy baalam ki nazaron ne, kiya hai aaj mera dil ghaayal
    Bhed main apne kholu na, kuch bolu na, sang dolu na

    Tir chale chitawan ke ji, rimjhim aaye din saawan ke ji
    Naacho naacho mann ki taal pe
    Chham chham, chham chham, chham chham……

    Apane piya ki jogan ban ja
    Chhod de mahal dumahale, ho chhod de mahal dumahale
    Oooooo…….
    Hoy apane piya ki jogan ban ja, chhod de mahal dumahale
    Phul wahi sachha hai – 2, jo kaanto ke dukh bhi seh le
    Ho ho ho ho………….
    Hoy phul wahi sachha hai, jo kaanto ke dukh bhi seh le
    Pyaar ko jab tum jaanoge, pehchaanoge, phir maanoge

    Rup naye jeevan ke ji, milate hain dwaare saajan ke ji
    Naacho naacho mann ki taal pe
    Hoy gaao taraane man ke ji, aasha aayi dulhan ban ke ji
    Naacho naacho mann ki taal pe
    Chham chham, chham chham, chham chham……

    Hoy aaj kushi banthan ke ji, kar ghar aayi hai dulhan ke ji
    Naacho naacho mann ki taal pe
    Chham chham, chham chham, chham chham……

    Hoy Hoy Gaao Taraane Mann Ke Ji Hindi Song Lyrics Translation

    होय होय गाओओ तारााने मान के जी, आशा अयई दुलहान बान्के जी
    Naacho Naacho Man Ki Taaal Pe
    Chham Chham, Chham Chham, Chham Chham ……

    होय आज कुशी बंथन के जी, कर घर अयई है दुलहान के जी
    Naacho Naacho Man Ki Taaal Pe
    Chham Chham, Chham Chham, Chham Chham ……

    ढक ढक मान मीन ढोलक बाजे
    Chham Chham Pag Mein Paayal, हो चम Chham Pag Mein Paayal
    एए एए एए ………
    होय ढक ढक मेन मी पतला बाजे
    Chham Chham Pag Mein Paayal
    बालाम की नज़रन एनई – 2, कीया है आज मेरा दिल घूमल
    होय बालम की नज़रन एनई, किया है आज मेरा दिल घूमल
    Bhed Main Apne Kholu Na, Kuch Bolu Na, Sang Dolu Na

    Tir Chale Chitawan Ke i, Rimjhim Aaye Din Saawan Ke ji
    Naacho Naacho Man Ki Taaal Pe
    Chham Chham, Chham Chham, Chham Chham ……

    अपेन पिया की जोगन बान जा जा
    छोड डी महल दामाहले, हो छोड डी महल दुमहेल
    Ooooooo …….
    होय एपेन पिया की जोगन बान जा, छोड डी महल दुमहेल
    Phul Wahi Schha है – 2, jo kanto ke dukh bhi seh le
    हो हो हो हो ………….
    होय फुल वाही सच्चा है, जो कांटो के दुख भी सेह ले
    प्यार को जाब तुम जानोगे, पेहचानोग, फिल मानेज

    रुप नाय जीवन के जी, मिलते है डवायर साजन के जी
    Naacho Naacho Man Ki Taaal Pe
    होय गाओओ तारााने मैन के जी, आशा अयई दुलहान बान के जी
    Naacho Naacho Man Ki Taaal Pe
    Chham Chham, Chham Chham, Chham Chham ……

    होय आज कुशी बंथन के जी, कर घर अयई है दुलहान के जी
    Naacho Naacho Man Ki Taaal Pe
    Chham Chham, Chham Chham, Chham Chham ……

    About the movie – Aan – 1952

    Hoy Hoy Gaao Taraane Mann Ke Ji  (By: Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Mohammad Rafi)

    A Royal Indian family consists of the Emperor Maharaj (Murad, his brother Shamsher Singh (Premnath) and sister Rajshree (Nadira). A poor villager named Jai Tilak (Dilip Kumar) enters a contest to tame Princess Rajshree’s horse and after he is successful Shamsher challenges him to a game of fencing. Jai is declared the winner of the fight after much dispute and Shamsher is enraged at losing to a poor villager. Jai then falls in love with Rajshree and tries numurous times to woo her but the princess’s arrogance prevents her from revealing her true feelings. Shamsher becomes even more enraged when the Emperor Maharaj reveals that Shamsher is not the heir to his throne after his death and that he plans to free India from dictation and turn to democracy. Shamsher then plans to gain control of the kingdom by killing the Maharajah on the night before he is due to travel to England for a medical procedure. However he is unsuccessful after the Maharajah escapes an attempt on his life by Shamsher’s henchmen and disguises himself as a servant in his own palace. Shamsher then sets his eyes on Mangala (Nimmi) who is a village girl and childhood friend of Jai but her love is not reciprocated as he is only in love with princess Rajshree. After Mangala is kidnapped by Shamsher Singh who plans to keep her prisoner in his palace and molest her, Mangala takes a bottle of poison and dies. Jai kills Shamsher in revenge and provokes Princess Rajshree to launch an attack on his village to avenge her brother’s death. Jai manages to kidnap Rajshree and sets out to gain her love by taking her into his village and forcing her to live as a peasant girl. Just when Rajshree begins to realise her feelings for Jai, Shamsher Singh who was presumed dead returns to get his revenge against Jai. What will happen to Jai and Rajshree? and Will Shamsher gain control of the Kingdom?

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0044318/