Song Lyrics from the movie Aa Gale Lag Jaa starring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Master Tito, Omprakash, Asrani, Shatrughan Sinha, Jagdeep. The film was released in the year 1973. Music was composed by R D Burman and lyrics were penned by Sahir Ludhianvi.
Movie Details
Movie: Aa Gale Lag Jaa
Singer/Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Sushma Shrestha
Music Director: R D Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Actors/Actresses: Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Master Tito, Omprakash, Asrani, Shatrughan Sinha, Jagdeep
Year/Decade: 1973
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
O Thehro Meri Jaan
Waada Karo Nahi Chhod Ogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Waada Karo Nahi Chhod Ogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Suno Meri Jaan, Hanske Mujhe Yeh Keh Do
Bheege Labon Ki Narmi Mere Liye Hai
Ho, Jawaan Nazar Ki Masti Mere Liye Hai
Hasi Ada Ki Shokhi Mere Liye Hai
Mere Liye Leke Aayi Ho Yeh Saugaat
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Mere Hi Peechhe Aakhir Pade Ho Tum Kyun
Ek Main Jawaan Nahi Hoon, Aur Bhi To Hai
Oh, Mujhe Hi Ghere Aakhir Khade Ho Tum Kyun
Main Hi Yahan Nahi Hoon, Aur Bhi To Hai
Jaao Jaake Le Lo Jo Bhi De De Tumhe Haath
Jahan Sab Hai, Vahan Main Bhi Hoon
Waada Karo Nahin Chhod Ogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Jawaan Kayi Hai, Lekin Jahan Mein Koi
Tum Si Hasi Nahin Hai, Hum Kya Kare
Oh, Tumhe Miloon Main Iska Tumhe Yaki Hai
Humko Yaki Nahi Hai, Hum Kya Kare
Aise Nahin Bhoolo Zara Dekho Aukaat
Kisi Ka To Dena Hoga, De Do Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Song Lyrics in Hindi Text
कि : वादा करो नहीं छोड़ोगी तुम मेरा साथ
जहाँ तुम हो वहाँ मैं भी हूँ -२
आ : छुओ नहीं देखो ज़रा पीछे रखो हाथ
जवाँ तुम हो जवाँ मैं भी हूँ -२
कि : सुनो मेरी जाँ हँस के मुझे ये कह दो
भीगे-भीगे लबों की नरमी मेरे लिए है
जवाँ नज़र की मस्ती मेरे लिए है
हसीं अदा की शोख़ी मेरे लिए है
मेरे लिए ले के आई हो ये सौग़ात
जहाँ तुम हो …
आ : छुओ नहीं देखो …
मेरे ही पीछे आख़िर पड़े हो तुम क्यों
इक मैं जवाँ नहीं हूँ और भी तो हैं
हो मुझे ही घेरे आख़िर खड़े हो तुम क्यों
मैं ही यहाँ नहीं हूँ और भी तो हैं
जाओ जा के ले लो जो भी दे-दे तुम्हें हाथ
जहाँ सब हैं वहाँ मैं भी हूँ -२
कि : वादा करो नहीं …