Shehnai Lyrics by Divine from Punya Paap is the latest Hindi song with music given by Stunnah Beatz. Shehnai song lyrics are written by Divine and the music video is released by Mass Appeal India.
Song Credits
Song: Shehnai Lyrics
Singer: Divine
Lyricist: Divine
Music: Stunnah Beatz
Label: Mass Appeal India
Shehnai Lyrics – Divine
Zindagi meri shehnai
Hum baje in raston mein
Jaise hum shehnai
Iss dard ko to sehna hi
Poori zindagi bas dard dard dard
Humne jhela hi
Zindagi meri shehnai
Hum baje in raston mein
Jaise hum shehnai
Iss dard ko to sehna hi
Poori zindagi bas dard dard dard
Humne jhela hi
Hum baje in raston mein shehnai
Jahan pyar wahan nafrat to rehna hi
In sanpon ke beech mujhe rehna nahi
Jo fame chahte mujhe dena nahi
Kaali raatein aaj kal zyada sota nahi
Yeh diss rappers mumma ke sofa pe hi
Insta ke fans inke show par nahi
Hum bajte hum baj rahe haan sober nahi
Ro kar hum aate tab hasne lagte
Haskar hum jaate tab rone lagte
Punya paap humpe dono yeh jachte
Insan hain ghaltiyan hone lagte
Zindagi meri shehnai
Hum baje in raston mein
Jaise hum shehnai
Iss dard ko to sehna hi
Poori zindagi bas dard dard dard
Humne jhela hi
Zindagi meri shehnai
Hum baje in raston mein
Jaise hum shehnai
Iss dard ko to sehna hi
Poori zindagi bas dard dard dard
Humne jhela hi
Shukriya
Pehle bahot maine dukh jiya
Jo bhi kiya man se
Baaki maine sukh diya
Mere dost mere headphones pe sun’ne wale
GG ke soldiers ko shukriya
Akela par lagta hai army ke sath
Savera ab hota hai studio se bahar
Hustle se victory lap
Khada kiya maine Kutub Minar
Aitihasik kitaab
Panne pe panne pe panna bhara
Gir gir ke phir hi to chadhne laga
Rap ke siway mujhko mann nahi laga
Zindagi meri shehnai
Hum baje in raston mein
Jaise hum shehnai
Iss dard ko to sehna hi
Poori zindagi bas dard dard dard
Humne jhela hi
About The Artist
Divine
The rise of hip-hop in India has coincided with the rise of DIVINE, one of the most popular rappers and hip-hop artists in India. With awards and accolades to his name, DIVINE’s fiery, anger-spitting verses have struck a chord with everyone from Dharavi to Dubai. Central to the rise of the ‘gully rap’ movement, with hit singles like ‘Kohinoor’, ‘Meri Gully Mein’, ‘Jungli Sher’ and ‘Kaam 25’, DIVINE’s brutally honest Hindi rap draws inspiration from his own life and the streets of Mumbai.
Wikipedia – https://en.wikipedia.org/wiki/Divine_(rapper)