3:59 Am Lyrics: The song is sung by DIVINE, and has music by Stunnah Beatz while DIVINE has written the 3:59 Am Lyrics. The music video of the 3:59 Am song is directed by DIVINE.
Song Credits
Song: 3:59 Am
Singer: DIVINE
Lyricist: DIVINE
Music: Stunnah Beatz
Label: Mass Appeal India
3:59 Am Lyrics – DIVINE
Haan!
Punya paap punya paap
We back!
Jwala jwala jwala, chhote laaya main game mein
Dollar dollar dollar, chhote laaya main game mein
Bada naam naam banaya main game mein
Liya nahi chain tab to heera hai chain mein
Likhta tha gully mein ab bhi likhta hun plane mein
Asal zindagi hai meri chhote no entertainment
Itihas likh diya tujhe classics diya
5x plat (platinum) gully wale ne diya
Pichhe se aake phir saamne se diya
Sachin ka bat bambai ka maine naam rakh diya
Jab studio mein lock tab sab khol diya
Agar 2 maine liye to 10 maine diya
Usne 10 mujhse lekar dhass mujhe diya
Roll karke pehle sabko kash maine diya
Baadalon ke upar maine game rakh diya
Quality gaanon se make it rain kar diya
Bas bas ho gaya abhi sirf pariwar mera
Pehle shani tha ab har din shanivar mera
Dentist se zyada game mujhe daant de raha
Vaccine yeh bars aur main sabko shot de raha
Mujhe game saath de raha
Jaise liya maine saat phera
Sirf main janta hun punya paap mera
Deemag ko rakhte dusra aur khwab pehla
Kalam se bar fest pentecost mera
Agar maloom tu jeeta chal hath upar kar
Dil se salaam mere sath thhe agar
Gehra paani bol ke mere sath thhe magar
Bhagwan mujhe bola divine paani pe chal
Yeezus wale mode mein nass wale mode mein
Khoon se behtar koyi nahi shaks wale mode mein
Gandagi hai tu aur main flush wale mode mein
Seekha sab road pe aur mein 100 100 tha board mein
Sab kuch hai zor mein divine apne zone mein
Gully gully gang aur ghar mera bombay
Bacche bacche karte rap har kone mein
Sapne hote sach tab maza aata sone mein
Classic har baar, har shabd mere sholay mein
Chhati inki nahi hai isliye baar baar yeh bolenge
Hum kholenge jaise kho kho ka game
Tu bahar dikhta acha sirf promo ka game
Rakta char mere sath jaise 2 2 ka game
Tu aur tere homie chhote tum dono ka game
Chhutta paisa rakh ke dekh laaya na change
Rakh tera fame, main banda nahi same
Kaptani innings yeh hai kohli wala shot
Ghar ke bahar tere pahunche
Rangoli wala shot, konkani karnataka
Kohli wala shot
Khade hokar jala diye modi wala shot
16 se hai khauf aur 16 se hun hot
Khatarnak coats jaise tailor mera baap
Edit karke tune image mera meme bana diya
Mehnat karke tere bhai ne poora dream bana diya
Picture ya sadkon pe scene bana diya
Khudka time laaya maine sabse bada gaana diya
Shikshak se pehle thugs dekha
Tiffin box se pehle maine drugs dekha
29 saal ka main par lagta maine sab dekha
Rishton mein pyar se zyada shaq dekha
Shohrat ke liye zyada mehnat thoda luck dekha
Circle rakta tight aur main circle jitna fu*k deta
Nasha apan karte isliye nashe mein na rakh deta
Na na zindagi tamasha hai views toh 69 ko bhi aata hai
Apna missionary shot sab kuchh saamne se jaata hai
Bank mera ghar ka khud ka mera khata hai
License pe hai album kyun ki maths mujhe aata hai
Dollar jab involved tab cents samajh aata hai
Jab bills aur passion dono sath mein nahi jaata hai
Jo passion na de paise woh passion nahi sikhata hai
Independent mein nahi sirf entertainment mein
Independent mein hun har street ke pavement pe
Inke baap ke payment se aaye lame men ke sath
Nazrein to milana kabhi real men ke sath
Main karte rahunga grind jab tak 6 men de hath
Sab kuchh apan risk karte
Toota taara dikhe
To abhi bhi hum wish karte
Gyan liya naani se haan
Abhi bhi hum miss karte
Aasman ko dekh kar
Abhi hum kiss karte
Kalam mera hindu muslim ko milata hai
Hindi mein verse mera punjab ko hilata hai
Pair se leke sar tak
Sar se leke pair tak
Sab kuch proper hai
Haan haan album mode mein
Stunnah mere sath
Mumbai shehar 2020
Naani yaad aa jayegi
About The Artist
Divine
The rise of hip-hop in India has coincided with the rise of DIVINE, one of the most popular rappers and hip-hop artists in India. With awards and accolades to his name, DIVINE’s fiery, anger-spitting verses have struck a chord with everyone from Dharavi to Dubai. Central to the rise of the ‘gully rap’ movement, with hit singles like ‘Kohinoor’, ‘Meri Gully Mein’, ‘Jungli Sher’ and ‘Kaam 25’, DIVINE’s brutally honest Hindi rap draws inspiration from his own life and the streets of Mumbai.
Wikipedia – https://en.wikipedia.org/wiki/Divine_(rapper)