Skip to content

Shaam Ke Saaye, Song Lyrics

    Shaam Ke Saaye Lyrics

    Shaam Ke Saaye, Song Lyrics from Movie Talvar. This Song sung by Arooj Aftab, Sukhwinder Singh, Rekha Bhardwaj, Arijit Singh. Music given by Vishal Bhardwaj & Lyrics written by Gulzar. Star cast of this movie are Irrfan Khan, Avika Gor, Konkona Sen Sharma, Sohum Shah, Tabu, Neeraj Kabi, Atul Kumar, Gajraj Rao

    Movie Details

    Movie: Talvar

    Singer/Singers: Arooj Aftab, Sukhwinder Singh, Rekha Bhardwaj, Arijit Singh

    Music Director: Vishal Bhardwaj

    Lyricist: Gulzar

    Actors/Actresses: Irrfan Khan, Avika Gor, Konkona Sen Sharma, Sohum Shah, Tabu, Neeraj Kabi, Atul Kumar, Gajraj Rao

    Year/Decade: 2015

    Music Label: T-Series

    Song Lyrics in English Text

    Dil Mein Aise Theher Gaye Hain Gam
    Dil Mein Aise Theher Gaye Hain Gam
    Jaise Jungle Mein Sham Ke Saaye
    Jaise Jungle Mein Sham Ke Saaye

    Aansoon Jo Rukne Lage
    Aankhon Mein Chubhne Lage Hain
    Naya Dard Do Koyi To Ro Lein
    Dil Mein Aise Theher Gaye Hain Gam
    Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye
    Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye

    Ajnabi, Ajnabi Sa Lagta Hai
    Koi Aansu Agar Chala Aaye
    Ajnabi, Ajnabi Sa Lagta Hai
    Koi Aansu Agar Chala Aaye
    Khushkah Khushkah Rehti Hain Aankhen
    Naya Dard Do Koyi To Ro Lein
    Dil Mein Aise Theher Gaye Hain Gam
    Jaise Jungle Mein Sham Ke Saaye
    Jaise Jungle Mein Sham Ke Saaye

    Jaate Jaate Seham Ke Rukk Jaaye
    Mud Ke Dekhe Udaas Raahon Pe
    Kaise Bujhte Hue Ujalon Pe
    Dur Tak Dhul Dhul Udati Hai

    Song Lyrics in Hindi Text

    दिल में
    ऐसे ठहर गए हैं घूम
    दिल में
    ऐसे ठहर गए हैं घूम

    जैसे जंगल में
    जैसे जंगल में

    आंसूं जो रुकने लगे हैं
    आँखों में चुभने लगे हैं
    नया दर्द दो कोई

    दिल में
    ऐसे ठहर गए हैं घूम
    जैसे जंगल में
    जैसे जंगल में

    अजनबी
    कोई आंसूं
    अजनबी
    कोई आंसूं

    खुश्क खुश्क रहती है आँखें
    नया दर्द दो कोई

    दिल में
    ऐसे ठहर गए हैं घूम
    जैसे जंगल में
    जैसे जंगल में

    जाते जाते
    मुद्द के देखे
    कैसे बुझते हुए उजालों पे
    दूर तक