Skip to content

Aanchal Mein Saja Lena Kaliyan Zulfon Mein Lyrics

    Song Lyrics from the movie Phir Wohi Dil Laya Hoon starring Joy Mukherjee, Asha Parekh, Pran, Baby Tabassum, Rajendra Nath, Veena, Shetty, Wasi, Ram Avtar, Krishan Dhawan. The film was released in the year 1963. Music was composed by O P Naiyyar and lyrics were penned by Majrooh Sultanpuri.

    Movie Details

    Movie: Phir Wohi Dil Laya Hoon

    Singer/Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar, Kishore Kumar

    Music Director: O P Naiyyar

    Lyricist: Majrooh Sultanpuri

    Actors/Actresses: Joy Mukherjee, Asha Parekh, Pran, Baby Tabassum, Rajendra Nath, Veena, Shetty, Wasi, Ram Avtar, Krishan Dhawan

    Year/Decade: 1963

    Music Label: Saregama India Limited

    Song Lyrics in English Text

    Aanchal Mein Sajaa Lenaa Kaliyaan, Zulfon Mein Sitaare Bhar Lenaa
    Aise Hi Kabhi Jab Shaam Dhale, Tab Yaad Hamen Bhi Kar Lenaa
    Aanchal Mein Sajaa Lenaa Kaliyaan

    Aayaa Thaa Yahaan Begaanaa Saa
    Aayaa Thaa Yahaan Begaanaa Saa, Chal Doongaa Kahin Deewaanaa Saa
    Chal Doongaa Kahin Deewaanaa Saa
    Deewaane Ki Khaatir Tum Koyi, Ilzaam Naa Apne Sar Lenaa
    Aise Hi Kabhi Jab Shaam Dhale, Tab Yaad Hamen Bhi Kar Lenaa
    Aanchal Mein Sajaa Lenaa Kaliyaan

    Rastaa Jo Mile Anjaan Koyi
    Rastaa Jo Mile Anjaan Koyi Aa Jaaye Agar Toofaan Koyi
    Aa Jaaye Agar Toofaan Koyi
    Apne Ko Akelaa Jaan Ke Tum
    Aankhon Mein Na Aansoo Bhar Lenaa
    Aise Hi Kabhi Jab Shaam Dhale, Tab Yaad Hamen Bhi Kar Lenaa
    Aanchal Mein Sajaa Lenaa Kaliyaan
    Zulfon Mein Sitaare Bhar Lenaa
    Aanchal Mein Sajaa Lenaa Kaliyaan

    Song Lyrics in Hindi Text

    आँचल में सजा लेना कलियाँ, ज़ुल्फ़ों में सितारे भर लेना
    ऐसे ही कभी जब शाम ढले, तब याद हमें भी कर लेना
    आँचल में सजा लेना कलियाँ

    आया था यहाँ बेगाना सा
    आया था यहाँ बेगाना सा, चल दूंगा कहीं दीवाना सा
    चल दूंगा कहीं दीवाना सा
    दीवाने की खातिर तुम कोई, इल्ज़ाम ना अपने सर लेना
    ऐसे ही कभी जब शाम ढले, तब याद हमें भी कर लेना
    आँचल में सजा लेना कलियाँ

    रस्ता जो मिले अंजान कोई
    रस्ता जो मिले अंजान कोई, आ जाए अगर तूफ़ान कोई
    आ जाए अगर तूफ़ान कोई
    अपने को अकेला जान के तुम
    आँखों में न आंसू भर लेना
    ऐसे ही कभी जब शाम ढले, तब याद हमें भी कर लेना
    आँचल में सजा लेना कलियाँ

    Tags: