Skip to content

Mana Janab Ne Pukaara Nahin Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Paying Guest movie

    https://www.youtube.com/watch?v=kT3WKSb1q_Q

    Mana Janab Ne Pukaara Nahin Song Lyrics and Translation

    From the movie – Paying Guest

    mana janab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawara nahi?

    I know that you did not ask me to come with you, that does not mean that you should avoid me?

    mufte main banke chal diye tan ke wallah jawab tumhara nahin

    unnecessarily you are getting upset, all tense and upset, I really don’t know where your attitude is coming from?

    mana janab ne pukaara nahin, kya mera saath bhi gawara nahi?

    mufte main banke chal diye tan ke wallah jawab tumhara nahin

    mana janab ne pukaara nahin

    yaaron ka chalan hao ghulami dete hain haseeno ko salaami – 2

    usually all guys are slaves of beautiful women and salute to them, i am no different.

    gussa na kijiye jaane bhi dijiye bandagi to bandagi to lijiye sahaab

    come on don’t get angry, let it go, pls accept my devotion

    mana janab ne pukaara nahin, kya mera saath bhi gawara nahi?

    mufte main banke chal diye tan ke wallah jawab tumhara nahin

    mana janab ne pukaara nahin.

    toota phoota dil yeh hamara jaisa bhi hai ab hai tumhara – 2

    my heart, the way it is, now it is yours

    idhar dekhiye nazar phenkiye dil lagi na dil lagi na kijiye sahab

    look this way, at least glance at me, come one don’t trouble me this way

    mana janab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawara nahi?

    mufte main banke chal diye tan ke wallah jawab tumhara nahin

    mana janab ne pukaara nahin

    masha allah kehna to maana ban gaya bigda zamana – 2

    thank god atleast you listened to me, now all that was wrong in my world is right

    tumko hasa diya pyaar sikha diya(2)

    i made you laugh, taught how to love

    shukriya to shukriya to kijiye sahaab

    should’t you thank me?

    mana janab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawara nahi?

    mufte main banke chal diye tan ke wallah jawab tumhara nahin

    hai wallah jawab tumhara nahin hai

    oh my, you are something else!

    hai wallah jawab tumhara nahin hai

    hai wallah jawab tumhara nahin hai

    About the movie – Paying Guest

    Mana Janab Ne Pukaara Nahin Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning - Paying Guest movie

    Four friends’ attempts to find employment and accommodation pits them against landlords and gangsters in Bangkok.

    https://www.imdb.com/title/tt1176961/