Sachchaai Chhup Nahin Sakti (By: Kishore Kumar)
From the movie – Dushman
Sachchaai Chhup Nahin Sakti Song Lyrics in English
Sachchaai chhup nahin sakti, banaavat ke usoolon se
Ki khushboo aa nahin sakti, kabhi kaagaz ke phoolon se
Maein intezaar karoon, ye dil nisaar karoon
Maein tujhse pyaar karoon, o magar kaise aitbaar karoon
Jhootha hai tera vaada
Vaada tera vaada, vaada tera vaada
Vaade pe tere maara gaya, banda maein seedha saadha
Vaada tera vaada…
Tumhari zulf hai ya, sadak ka mod hai yeh
Tumhari aankh hai ya, nashe ka tod hai yeh
Kaha kab kya kisi se, tumhein kuchh yaad nahin
Hamaare saamne hai, hamaare baad nahin
Kitaab-e-husn mein to, vafa ka naam nahin
Arey mohabbat tum karogi ,tumhaara kaam nahin
Akadti khoob ho tum, meri mehboob ho tum
Nigaah-e-gair se bhi, magar mansoob ho tum
Kisi shaayar se poochho, ghazal ho ya rubaai
Bhari hai shaayari mein, tumhaari bewafaai ho…
Daaman mein tere phool hain kam, aur kaante hain zyaada
Vaada tera vaada…
Taraane jaanti hai, fasaane jaanti hai
Kai dil todne ke, bahaane jaanti hai
Kahin pe soz hai tu, kahin pe saaz hai tu
Jise samjha na koi, vahi ek raaz hai tu
Kabhi tu rooth baithi, kabhi tu muskuraai
Are kisi se ki mohabbat, kisi se bewafaai
Udaae hosh tauba, teri aankhen sharaabi
Zamaane mein hui hai, inhin se har kharaabi
Bulaae chhaanv koi, pukaare dhoop koi
Tera ho rang koi, tera ho roop koi ho…
Kuchh phark nahin naam tera, raziya ho ya raadha
Vaada tera vaada…
Sachchaai Chhup Nahin Sakti Hindi Song Lyrics Translation
Sachchaai छप नहिन Sakti, Banavat Ke Usoolon Se
की खुशबू आ नहिन साक्ति, कही कागाज़ के फूलन से
Maein Intezaar Karoon, Ye Dil Nisaar Karoon
Maein Tujhse Pyaar Karoon, हे Magar Kaise Aitbaar Karoon
झूट है तेरा वदादा
वाडा तेरा वास्त, वादा तेरा वाडा
वोडे पे तेरे मारा गया, बांदा माइन सीधा साधा
वाडा तेरा वाडा …
तुमुरी ज़ुल्फ़ है हां, सदाक का मॉड है ये ये
तुमहारी ankh hai ya, नैश का बच्चा है ये ये
काहा कब के किसी से, तुमहिन कुच याद नहिन
हारे सैमने है, हारे बाड़ नहिन
Kitaab-E-Husn Mein, Vafa Ka Nam Nahin
अरे मोहब्बत तुम करोगी, तुमहारा काम नहिन
अकादती खोब हो तुम, मेरी मेहबूब हो तुम
निगाहा-ए-गेयर से भाई, मगर मस्सोब हो टम
Kisi Shaayar Se Poochho, Ghazal Ho Ya Rubaai
भारी है शायरी मीन, तुमहारी बेवाफाई हो …
दमन मीन तेरे फूल हैन काम, और कांत है ज्यादा
वाडा तेरा वाडा …
तारााने जांती है, फैसाने जांती है
काई दिल टोडन के, बहाणी जांती है
कहिन पे सोज़ है तु, कहिन पे साज़ है तु
Jise Samhha Na Koi, Vahi एक राज़ है तु
कही तु रोथ बाथी, कही तु मस्कुराई
किसी से की मोहब्बत, किसि से बेवाफाई हैं
उडाई होश टुबा, तेरी ऐंकेन शराबी
Zamaane mein hui hai, इनहिन से खरबी
Bulaae Chhaanv koi, pukaare dhoop koi
तेरा हो रंग कोई, तेरा हो रूप कोई हो हो …
कुच फार्क नाहिन नाम तेरा, रज़िया हो या राधा
वाडा तेरा वाडा …
About the movie – Dushman
Sonia and Naina Sehgal (both played by Kajol) are twins. The two are completely different from each other, Sonia being the outgoing twin and Naina being the shy twin. At the same time the police are hunting for a killer and rapist. The man Gokul Pandit (Ashutosh Rana) is a cold-blooded animal and has chosen Naina for his next target. However tragedy strikes when Gokul brutally kills Sonia. Naina is distraught and vows to hunt down Gokul. Gokul soon goes after Naina and she realizes she needs help to overcome her fear of him. With that she meets Suraj Singh Rathod (Sanjay Dutt), a retired and blind major and he helps her physically and mentally to defeat her fear of Gokul. After an argument Suraj refuses to meet Naina and she decides to go after Gokul alone without the help of the police or Suraj.