Skip to content

Naseeb Me Jiske Jo Likha Tha Song Lyrics – Mohammad Rafi

    Naseeb Me Jiske Jo Likha Tha (By: Mohammad Rafi)

    From the movie – Do Badan

    Naseeb Me Jiske Jo Likha Tha Song Lyrics in English

    (Naseeb me jiske jo likha tha
    Woh teri mahfil me kaam aaya) – (2)
    Kisi ke hisse me pyas aai
    Kisi ke hisse me jaam aaya
    Naseeb me jis ke jo likha tha

    (Mai ik fasana hu bekasi ka
    Ye haal hai meri zindagi ka) – (2)
    Ye haal hai meri zindagi ka
    Na husn hi mujh ko raas aaya
    Na ishq hi mere kaam aaya
    Naseeb me jis ke jo likha tha

    (Badal gai teri manzile bhi
    Bichhad gaya mai bhi karavan se) – (2)
    Bichhad gaya mai bhi karavan se
    Teri mohabbat ke raaste me
    Na jane ye kya makam aaya
    Naseeb me jis ke jo likha tha

    (Tujhe bhulane ki koshishe bhi
    Tamam nakam ho gai hai) – (2)
    Tamam nakam ho gai hai
    Kisi ne ziqr-e-wafa kiya jab
    Zuban pe tera hi naam aaya
    Naseeb me jis ke jo likha tha
    Woh teri mahfil me kaam aaya
    Kisi ke hisse me pyas aai
    Kisi ke hisse me jaam aaya
    Naseeb me jis ke jo likha tha

    Naseeb Me Jiske Jo Likha Tha Hindi Song Lyrics Translation

    (Naseeb me jiske jo likha tha
    वोह तेरी महाफिल मी काम अया) – (2)
    किसि के हिस्स मी प्यास ऐई
    किसि के हिस्स मी जाम आया
    Naseeb me jis ke jo likha tha
    (माई इक फासन हू बेकासी का
    ये हैल है मेरी जिंदगी का) – (2)
    ये हैल है मेरी जिंदगी का
    ना हुस हाय मुज को रास आया
    ना इक हाय मात्र काम आया
    Naseeb me jis ke jo likha tha
    (बादल गाई तेरी मंज़ाइल भी
    बिछद गया माई भी करवन से) – (2)
    बिछद गया माई भी करवन से
    तेरी मोहब्बत के रायस्ट मी
    ना JANE YE KYA MAKAM AAYA
    Naseeb me jis ke jo likha tha
    (तुजह भुलेन की कोशीश भी
    तामम नाकम हो गाई है) – (2)
    तामम नाकम हो गाई है
    किसि ने ziqr–wafa kiya jab
    जुबान पे टेरा हाय नाम आया
    Naseeb me jis ke jo likha tha
    वो तेरी महाफिल मी काम आया
    किसि के हिस्स मी प्यास ऐई
    किसि के हिस्स मी जाम आया
    Naseeb me jis ke jo likha tha

    About the movie – Do Badan

    Vikas comes from a poor family, and is attending college so that he can complete his studies, get a job, and financially look after himself and his dad. He meets with wealthy Asha at this college, and after a few misunderstandings, both fall in love. Vikas’ dad passes during the exams, and Vikas leaves to attend the funeral, and is unable to complete his studies. Asha feels sorry for him, and arranges to get him employed with her dad, which he does so, not knowing that his employer is Asha’s dad. Asha’s dad wants her to get married to Ashwini, and he soon announces their engagement. Ashwini finds out that Asha is in love with Vikas, and arranges an accident for Vikas. Vikas survives the accident, but loses his eyesight. After this incident, Vikas does not want to burden himself on Asha, and strikes up a new friendship with Dr. Anjali. Meanwhile, Ashwini informs Asha that Vikas has passed away in the accident, and Asha reluctantly marries Ashwini. The question remains, will those Vikas and Asha be able to meet during their lifetimes?

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0231469/

    Exit mobile version