Skip to content

Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda Song Lyrics – Zubeen Garg

    Mere Halaat Ye Kya [Full Song] Desh Drohi

    Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda (By: Zubeen Garg)

    From the movie – Deshdrohi

    Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda Song Lyrics in English

    (Mere haalat yeh kya huye hai khuda – 2
    Kya the mere gunaah, kya thi meri khata) – (2)
    Mere haalat yeh kya huye hai khuda

    Ajanabi shehar ke ajanabi raaste, bebasi par meri muskuraate rahe
    Meri masumiyat jehar peeti rahi, jindagi har kadam aajmaati rahi
    Maine chaaha tha kya, tune kya de diya – (2)
    Mere khaathir hai kyun tera yeh phaisla
    Mere haalath ye kya huye hai khuda

    Khwaisho ke mere kyun diye bujh gaye, hasrato ke sabhi kaarwa lut gaye
    Jindagi lamha lamha ulajhati gayi, meri takdeer ke na khuda so gaye
    Chhin kar har khushi, ghum mata kar diya – (2)
    Kya meri mannatho ka yahin hai sila
    Mere haalat yeh kya huye hai khuda – (2)
    Kya the mere gunaah, kya thi meri khata
    Mere haalat yeh kya huye hai khuda

    Dard sehata raha phir bhi hasata raha
    Roj jita raha, roj marata raha
    Ik hasi kal ki thi bas tamanaa mujhe
    Isliye barf bankar pighalata raha
    Tapate suraj ke jaisa mera hausala – (2)
    Roj jalata raha, roj dhalata raha
    Mere haalat yeh kya huye hai khuda

    Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda Hindi Song Lyrics Translation

    (मात्र Haalat Yeh Key Huye Hai Khuda – 2
    काया द मात्र गुनाह, काई थी मेरी खता) – (2)
    मेरे Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda
    अजनाबी शेहर के अजानाबी रायस्ट, बेबासी पार मेरी मस्कुराट राहे
    मेरी मसूमियात्हार पेबेई रही, जिंदगी हर कामम आजमाटी रही
    मेन चाहा था किया, ट्यून काई डी दीया – (2)
    मेरे खाथिर है क्युन तेरा ये फाइसला
    मेरे हालाथ तुम केई हाई है!
    Khwaisho Ke Mere Kyun Diye Bujh Gaye, Hasrato Ke Sabhi Kaarwa Lut Gaye
    जिंदगी Lamha Lamha Ulajhati Gamei, मेरी Takdeer Ke Na Khuda तो Gaye
    छीन कर खुशुशी, घम माता कर दीया – (2)
    काई मेरी मननाथो का याहिन है सिला
    मेरे Haalat Yeh Kuye Hai Khuda – (2)
    काय द मात्र गुनाह, काई थी मेरी खता
    मेरे Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda
    दार्ड सहता राह फिर भी हसीता राह
    Roj jita raha, roj marata raha
    Ik hasi kal ki thi bas tamana majhe
    Isliye barf बैंकर पिघलाटा राह
    टेप करें सुरज के जैसा मेरा हौसाला – (2)
    रोज जलाता राह, रोज ढालता राह
    मेरे Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda

    About the movie – Deshdrohi

    Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda  (By: Zubeen Garg)

    Rajkumar Singh Yadav alias Raja lives with his parents and grandfather in Gorakhpur, Uttar Pradesh. After his studies; Raja is encouraged by his friend, Shekhar success to re-locate to Bombay for a job where-by he has his hopes up high to be a police officer while his father wants him to take up farming as his profession. His Bombay aggression is made possible when his grandfather passed away and his constant abuse at the hands of his father. Upon his arrival Raja is faced with the harsh realities which pushes him to take the law into his own hands only to clash forces with established gangsters, corrupt high-ranking politicians and is betrayed by his lover and friend where-by he is ordered to be apprehended dead or alive for the killing of some police officers and civilians.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt1158700/