Skip to content

Haseen Ho Tum Khuda Nahi Ho Song Lyrics – Mohammad Rafi

    Haseen Ho Tum Khuda Nahin Ho | Mohammed Rafi | Budtameez 1966 Songs | Shammi Kapoor, Sadhana

    Haseen Ho Tum Khuda Nahi Ho (By: Mohammad Rafi)

    From the movie – Budtameez

    Haseen Ho Tum Khuda Nahi Ho Song Lyrics in English

    (Haseen ho tum khuda nahi ho, tumhaara sijada nahi karenge
    Magar muhabbat mein hukm doge toh hasate hasate yeh jaa bhi denge)-(2)
    Haseen ho tum khuda nahi ho

    Samajhate ho khud ko jaane kya tum, ke saari duniya ko khaak jaana – 2
    Gurur ka sar jhukega ik din, hasega tum par bhi yeh jamaana
    Hamesha yeh sin nahi rahega, hamesha yeh din nahi rahenge
    Haseen ho tum khuda nahi ho

    Hamaari najaro ka shukr kijiye, ki aasmaan par tumhe bithaaya – (2)
    Haamre dil ko duwaaye dijiye, ke dhadkano mein tumhein basaaya
    Bulandiyon se giroge tum bhi, agar nigaaho se hum girenge
    Haseen ho tum khuda nahi ho

    Hamaare jaise agar hai laakhon, tumhaare jaise bhi kam nahi hai – (2)
    Jo khud hi patthar se fod le sar woh aur honge woh hum nahi hai
    Nahi muhabbat mein mar sake bhala woh ji kar hi kya karenge
    Haseen ho tum khuda nahi ho, tumhaara sijada nahi karenge
    Haseen ho tum khuda nahi ho

    Haseen Ho Tum Khuda Nahi Ho Hindi Song Lyrics Translation

    (हसीन हो तुम खुदा नही हो, तुमहारा सिजादा नही वेगे
    Magar Muhabbat Mein Hukm Doge Toh Hasate Hasate Yeh jaa bhi denge) – (2)
    HaSeen Ho Tum Khuda Nahi Ho
    समाजश हो खुड को जानाय तुम, के साड़ी दुनीया को खाक जना – 2
    गुरूर का सर झुकगा इक दीन, हसेगा तुम पर भाई ये जमाना
    हनामा ये पाप नही राहेगा, हलहा ये दीन नाहि राहेंग
    HaSeen Ho Tum Khuda Nahi Ho
    हामाड़ी नजारो का शुक्र किजिये, की आसमान पार तुमहे बिठाया – (2)
    Haamre dil ko duwaaye dijiye, के ढडकानो Mein Tumhein Basaaya
    बुलंदियोन से गिरोगे तुम भी, agar nigaaho se hum girenge
    HaSeen Ho Tum Khuda Nahi Ho
    हारे जैस agar है लखन, तुमहारे जाइस भी काम नही है – (2)
    जो खुड हाय पाथार से फोड ले सर वो और होन वह और नाही है
    Nahi muhabbat mein mar sake bala woh ji car hi kaya karenge
    हसीन हो तुम खुदा नही हो, तुमहारा सिजादा नही करेज
    HaSeen Ho Tum Khuda Nahi Ho

    About the movie – Budtameez

    Haseen Ho Tum Khuda Nahi Ho  (By: Mohammad Rafi)

    Shanta (Sadhana) is wealthy Rajbahadur Murthy Sagar’s vivacious and uppity, orphan granddaughter. Her character is developed as pretty, haughty, aware of herself and contemptuous of servants. Shyam (Shammi Kapoor) and Shanta have a couple of tempestuous meetings. Shyam, who hails from Allahabad is educated and cares about the wellbeing of his widowed step-mother and wheel chair-bound step-sister Bina. Employed by the Rajbahadur as Manager of his household, Shyam has many opportunities to court Shanta, and he does so with a succession of songs and in style. Shanta however is a misandrist (a woman who hates men) as a result of her traumatic childhood. Rita (Laxmi Chhaya) who has been brought in by the Rajbahadur to help Shanta mend her unmannerly ways has given up and admits defeat. Taming the shrew is a challenge that only Shyam can take up. But how will he deal with a woman who believes in “fall from a hilltop, fall from above, fall from anywhere, but never fall in love”? She even writes up a placard “Men are beasts”. Shanta’s ego is further stoked by Devdass who serenades her in Scottish attire playing a bagpipe. A road trip in a rare right hand drive open top Buick to a hill station (Khandala) in the Western Ghats is a turning point in Shanta’s behaviour. Retired Colonel Jung Bahadur provides a couple of comic interludes and is pivotal as the plot unfolds.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0213532/