Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi (By: Abhijeet)
From the movie – Dil Vil Pyar Vyar
Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi Song Lyrics in English
Barsaat bhi aakar chali gayi, baadal bhi garajkar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayi, baadal bhi garajkar baras gaye
Par uski ek jhalak ko hum, ae husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki, din raat yeh dukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai – (2)
Afsos yeh hai ke voh humse, kuch ukhda ukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Jis roz se dekha hai usko, hum shamma jalaana bhul gaye – (2)
Dil thaamke aise baithe hain, kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath paher in aankhon mein, voh chanchal mukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai – (2)
Afsos yeh hai ke voh humse, kuch ukhda ukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein, ek chaand ka tukda rehta hai
Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi Hindi Song Lyrics Translation
बरसाट भी आकर चली गायी, बाडल भी गारजकर बारास गे
बरसाट भी आकर चली गायी, बाडल भी गारजकर बारास गे
Par uski एक झलक को हम, एई हुस के मालिक तारस गे
Kab Pyaas Bughegi Aankhon Ki, दीन रत ये दुखदा रेह्ता है
मेरे सैमनेवली खिदकी मीन, एक चांद का तुकदा रेह्टा है – (2)
एएफएसओएस ये है के वह हंस, कुच उखादा उखादा रेहता है
मेरे सादमवली खिदकी मीन, एक चांद का तुकदा रेहता है
Jis roz se dehha hai ussko, hum shamma jalana भुल Gaye – (2)
दिल थैमके ऐस बैथे है, कहिन आना जान भूल गे
एबी आथ पैहेर में अवहोन मीन, वह चंचल मुखदा रेहता है
मेरे सैमनेवली खिदकी मीन, एक चांद का तुकदा रेह्टा है – (2)
एएफएसओएस ये है के वह हंस, कुच उखादा उखादा रेहता है
मेरे सादमवली खिदकी मीन, एक चांद का तुकदा रेहता है
About the movie – Dil Vil Pyar Vyar
Tells the story of three friends Krish Kumar, Hrithik Mittal and Devdarshan Suri alias Dev, who all are from different walks of life as they strive to win the battle of life consisting of hitting it big in the music industry and to cope with the short-comings in their romance. Then they will find their dreams materializing when they are enrolled in the world’s biggest music competition.