Skip to content

Aisi Waisi Baat Nahin Song Lyrics – Hema Sardesai

    Hero Hindustani (1998)
    Aisi Waisi Baat Nahin (Full Song) Film - Hero Hindustani

    Aisi Waisi Baat Nahin (By: Hema Sardesai, Sapna Awasthi, Roop Kumar Rathod)

    From the movie – Hero Hindustani (1998)

    Aisi Waisi Baat Nahin Song Lyrics in English

    Dil pe waar hota hai, phir ikraar hota hai
    Tanhaayi mein rote hain, jinako pyaar hota hai

    (Aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
    Yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai) – (2)
    Aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
    Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
    Aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
    Yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai

    Kabhi yeh pyar hai resham kabhi khushbu kabhi mausam
    Kabhi shola kabhi shabnam
    Kahin sargam kahin sangam, kahin pritam kahin hamdam
    Isise tum isise hum
    Chaahat ke rishte ka jo naam rakh do wahin ho jaata hai
    Aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
    Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
    Aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
    Yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai

    Dhadak uthata hai chhum chhum jubaan chup chup najar gumsum
    Yeh chaahat ki nishaani hai
    Ise aankhein sunaaati hai ise aankhein samajhati hai
    Yeh aankhon ki kahaani hai
    Baahon ki raahon mein koyi deewaana jab kho jaata hai
    Aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
    Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
    Aisi waisi baat nahin, chhoti moti baat nahin
    Yeh toh mohabbat hai, yahi ibaadat hai
    Aankhon ke raste se dil mein utarkar dil kho jaata hai
    Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
    Dil pe waar hota hai, phir ikraar hota hai
    Tanhaayi mein rote hain, jinako pyaar hota hai

    Aisi Waisi Baat Nahin Hindi Song Lyrics Translation

    दिल पीई वेर होटा है, फ़िर इकहर हॉट है
    तनहाई मीन रोटे है, जिनाको पहर होत है

    (AISI WAISI BAAT NAHIN, CHHOTI MOTI BAAT NAHIN
    ये तोह मोहब्बत है, यायी इबादत है) – (2)
    एनंन के रास्ट से दिल मीन भीतकर दिल खो जाटा है
    निंद उदद जति है पागार हो जाता है
    AISI WAISI BAAT NAHIN, CHHOTI MOTI BAAT NAHIN
    ये तोह मोहब्बत है, याहि इबादत है

    कही ये प्यार है रेशम कही खुशबू कही मकम
    कही शोला कही शबनम
    कहिन सरगम ​​कहिन संगम, कहिन प्रीतम कहिन हमडम
    Isise tum isise hum
    चाहाट के ऋषि का जो नाम रख करते हैं वाहिन हो जाता है
    एनंन के रास्ट से दिल मीन भीतकर दिल खो जाटा है
    निंद उदद जति है पागार हो जाता है
    AISI WAISI BAAT NAHIN, CHHOTI MOTI BAAT NAHIN
    ये तोह मोहब्बत है, याहि इबादत है

    ढदक उथता है छूम छूम जुबान चुप चुप नजर गमसम
    ये चौट की निशानी है
    Ise anankhein sunaaati hai ise ankhein samajhati है
    येंंन की कहानी है
    बाहोन की रायहोन मीन कोय दीवाआना जब खो जाटा है
    एनंन के रास्ट से दिल मीन भीतकर दिल खो जाटा है
    निंद उदद जति है पागार हो जाता है
    AISI WAISI BAAT NAHIN, CHHOTI MOTI BAAT NAHIN
    ये तोह मोहब्बत है, याहि इबादत है
    एनंन के रास्ट से दिल मीन भीतकर दिल खो जाटा है
    निंद उदद जति है पागार हो जाता है
    दिल पीई वेर होटा है, फ़िर इकहर हॉट है
    तनहाई मीन रोटे है, जिनाको पहर होत है

    About the movie – Hero Hindustani (1998)

    Aisi Waisi Baat Nahin  (By: Hema Sardesai, Sapna Awasthi, Roop Kumar Rathod)

    After the passing away of his son and Caucasian daughter-in-law, London-based widower Purshotam Agarwal brings up his granddaughter, Namrata, on his own. When she matures, he pressurizes her to get married to Tikamgarh-based Ranveer’s son. She travels to India, and much to his chagrin refuses to get married to the boy of his choice, and instead brings back a wealthy male named Romi, who she claims is her fiancé. Little does Purshotam know that Romi is not who he claims to be, and that Namrata has no intention of marrying him either.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0286683/