Skip to content

Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Song Lyrics – Kumar Sanu

    Tum Mujhe Itana Pyaar Karo (By: Kumar Sanu, Alka Yagnik)

    From the movie – Ahankaar (1995)

    Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Song Lyrics in English

    Hey hey, ho ho ho, hmm mm mm mm hmm hmm hmm, hey hey hey

    (Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau – (2)
    Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau) – (2)
    Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau

    Bin tumhaare jaane jaana jindagi viraan thi – (2)
    Chaahaton se meri dhadkan abb talak anjaan thi
    Ey hey hey ho ho ho
    Hai meri toh yahin khwaaish hai, inn baahon mein so jaau
    Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau
    Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau

    Abb sahi jaaye na mujhase duriya tanhaayiya – (2)
    Chain dil ko de rahi hai, husn ki angadaayiya
    Hmm hmm hmm aa ha ha ha
    Kya sanam meri haalat hai, aao tumko samjhaau
    Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau
    Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau
    Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau
    Tum mujhe itana pyaar karo
    Ho o o o ke main paagal ho jaau, ha ha main paagal ho jaau

    Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Hindi Song Lyrics Translation

    हे हे, हो हो हो, हम्म मिमी मिमी मिमी हम्म हम्म हम्म, हे हे हे
    (Tum Mujhe इटाना Pyaar Karo, के मुख्य दागल हो जौ – (2)
    भुल के साड़ी दुनीया को इन चेंहन मीन खो जौ) – (2)
    तुम mujhe इटाना Pyaar Karo, के मुख्य दागल हो जौ
    बिन तुमहारे जान जना जिंदगी विरान थी – (2)
    चाहटन से मेरी दधकन अब्ब तालाक अंजान थी
    आई हे हे हो हो हो
    है मेरी तोह याहिन ख्वाशेश है, सराय बाहोन मीन इतनी जाऊ
    भुल के साड़ी दुुनिया को इन नंकेन मीन खो जौ
    तुम mujhe इटाना Pyaar Karo, के मुख्य दागल हो जौ
    अब्ब साही जाये ना Mujhase Duriya Tanhaayiya – (2)
    चेन दिल को डी रही है, हुस की अंगदायाया
    हम्म हम्म हम्म एए हा हा हा
    केया सनम मेरी हालीत है, आओ तुम्को समझौ
    भुल के साड़ी दुुनिया को इन नंकेन मीन खो जौ
    तुम mujhe इटाना Pyaar Karo, के मुख्य दागल हो जौ
    भुल के साड़ी दुुनिया को इन नंकेन मीन खो जौ
    तुम mujhe इटाना Pyaar Karo
    हो ओ ओ ओ के मुख्य पैगल हो जौ, हा हा मेन पैगाल हो जौ

    About the movie – Ahankaar (1995)

    A mother sacrifices for her family. But a step-son? This is a story of a woman, her step-son, her natural son, daughter and alcoholic husband. A freak accident occurs, where Prabhat, in saving his step-mother, ends up mute; which starts him on his journey of unappreciated sacrifice. A kind factory owner gives him a job, his labour supporting his half brother, sister and step-mother, while his father is in jail, and even after his release. Prabhat discovers a plot to defraud his employer, gets the criminal to be jailed and invites retribution into his household. When offered the role of Manager of the business by a grateful employer, Prabhat nominates his half-brother Surya for the job, only to find himself unemployed soon there after. Neha, Prabhat’s childhood friend loves him through thick and thin, and is a source of constant support and encouragement. She battles parental disapproval to keep the flame of love burning through her constancy. Surya, influenced by a group of fraudsters commits fraud, outcomes of which Prashant sets out to redress. The romantic story of two monkeys, Raja and Rani is skilfully interwoven into the plot. Anu, as the daughter of Prem, the former manager of the factory where Prabhat and Surya are employed sets a course for herself and Prabhat’s family that leads them to a climactic conclusion, of the chain of events that began with her father’s arrest and detention.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0112309/