Skip to content

Suno Sajna Song Lyrics – Papeehe Ne

    Suno Sajna Papihe Ne | Lata Mangeshkar | Aaye Din Bahaar Ke 1966 Songs | Asha Parekh

    Suno Sajna, Papeehe Ne (By: Lata Mangeshkar)

    From the movie – Aaye Din Bahar Ke

    Suno Sajna Song Lyrics in English

    Oh….
    Suno sajna, papihe ne…
    Suno sajna papihe ne kaha sabse pukaarke
    Sambhal jaao chaman waalo (2)
    Ke aaye din bahaar ke
    Suno sajna….suno sajna

    Phoolo, ki daaliya bhi yehi geet gaa rahi hai
    Ghadiya piya milan ki (nazdeek aa rahi hai) -2
    Hawaao ne jo chhede hain (2)
    Fasaane hain woh pyaar ke
    Sambhal jaao chaman waalo
    Ke aaye din bahaar ke
    Suno sajna….suno sajna

    Dekho, na aise dekho, marzi hai kya tumhaari
    Bechain na kar na dena (timko kasam hamaari) -2
    Hami dushman na ban jaaye (2)
    Kahi apni qaraar ke
    Sambhal jaao chaman waalo
    Ke aaye din bahaar ke
    Suno sajna….suno sajna

    Baago main pad gaye hain,
    Saawan ke mast jhoole
    Aisa sama jo dekha (raahi bhi raah bhoole) -2
    Ke jee chaaha yahi rakh dein (2)
    Umar saari guzaar ke
    Sambhal jaao chaman waalo
    Ke aaye din bahaar ke
    Suno sajna….suno sajna

    Suno Sajna Hindi Song Lyrics Translation

    ओह ….
    सनो सजना, पापी ने …
    सनो सजना पापिहे नेवा सबसे पुकरके
    संभल जैओ चमन वेलो (2)
    के अयय दीन बहार के
    सनो सजना … .suno सजना
    फोलो, की दलीया भी येही गीत गा रही है
    Ghadiya पिया मिलान की (Nazdeek aaaahi hai) -2
    Haaaao Ne Jo Chheede Hain (2)
    फसान हैन वह पफर के
    संभल जैओ चमन वेलो
    के अयय दीन बहार के
    सनो सजना … .suno सजना
    Dekho, Na Aise Dekho, Marzi है Kya Tumhari
    Bechain Na Kar Na Dena (Timko Kasam Hamaari) -2
    हमी दुश्मन ना बान जाये (2)
    कहि एपनी करारार के
    संभल जैओ चमन वेलो
    के अयय दीन बहार के
    सनो सजना … .suno सजना
    Baago Main Pad Gaye Hain,
    सावन के मस्त झुल
    AISA SAMA जो DEKHA (RAHI BHI RAH BHOLE) -2
    के जी चाहा याही रख डीन (2)
    उमर साड़ी गुजर के
    संभल जैओ चमन वेलो
    के अयय दीन बहार के
    सनो सजना … .suno सजना

    About the movie – Aaye Din Bahar Ke

    Suno Sajna, Papeehe Ne  (By: Lata Mangeshkar)

    Ravi is an eligible bachelor, who lives with his mother. The whereabouts of his dad are unknown. He meets with beautiful Kanchan and both fall in love. But they face major hurdles, as Ravi soon finds out that he is the child of an unmarried lady and hence the marriage is called off.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0229952/