Song Lyrics from the movie Dushman starring Sanjay Dutt, Kajol, Ashutosh Rana, Tanvi Azmi, Jas Arora, Pramod Moutho, Kunal Khemu, Saeed Jaffrey, Manoj Bajpai, Pratima Kazmi, Anupam Shyam, Vishesh Suraj, Naresh Suri, Amardeep Jha, Krishna Bhatt. The film was released in the year 1998. Music was composed by Uttam Singh and lyrics were penned by Anand Bakshi.
Movie Details
Movie: Dushman
Singer/Singers: Asha Bhosle, Shankar Mahadevan, Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Music Director: Uttam Singh
Lyricist: Anand Bakshi
Actors/Actresses: Sanjay Dutt, Kajol, Ashutosh Rana, Tanvi Azmi, Jas Arora, Pramod Moutho, Kunal Khemu, Saeed Jaffrey, Manoj Bajpai, Pratima Kazmi, Anupam Shyam, Vishesh Suraj, Naresh Suri, Amardeep Jha, Krishna Bhatt
Year/Decade: 1998
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Aawaaz Do Hamko
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Kab Nind Se Jaage Kab So Gaye
Mar Jaayenge Hum Agar Dur Tumse Ho Gaye
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Kab Nind Se Jaage Kab So Gaye
Mar Jaayenge Hum Agar Dur Tumse Ho Gaye
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Tumse Nigaahein Chaar Karne Lage
Hum Jindagi Se Pyaar Karne Lage
Darte Na The Maut Se Ab Magar Darne Lage
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Kab Nind Se Jaage Kab So Gaye
Mar Jaayenge Hum Agar Dur Tumse Ho Gaye
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Saawan Ki Is Pehli Barsaat Mein
Sab Dekh Le Sapne Ik Raat Mein
Kat Jaaye Na Jindagi Ek Hi Mulaakaat Mein
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Kab Nind Se Jaage Kab So Gaye
Mar Jaayenge Hum Agar Dur Tumse Ho Gaye
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Mere Saamane Rehna Jaana Nahi
Tumse Hai Kuchh Kehna Jaana Nahi
Mausam Kabhi Pyaar Ka Lautkar Aana Nahi
Aawaaz Do Hamko, Hum Kho Gaye
Kab Nind Se Jaage Kab So Gaye
Mar Jaayenge Hum Agar Dur Tumse Ho Gaye
Song Lyrics in Hindi Text
आवाज़ दो हमको, हम खो गए
कब नींद से जागे, कब सो गए
मर जायेंगे हम अगर दूर तुम से हो गए
तुम से निगाहें चार करने लगे
हम ज़िन्दगी से प्यार करने लगे
डरते ना थे मौत से अब मगर डरने लगे
सावन की इस पहली बरसात में
सब देख ले सपनें एक रात में
कट जाए ना ज़िन्दगी, एक ही मुलाकात में
मेरे सामने रहना जाना नहीं
तुमसे है कुछ कहना जाना नहीं
मौसम कभी प्यार का लौटकर आना नहीं