Skip to content

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Son of Sardaar movie

    Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai - Kabhi Kabhi

    Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Song Lyrics and Translation

    From the movie – Son of Sardaar

    Kabhi kabhi mere dil mein, yeh sawaal aata hai

    Sometimes in my heart, there comes a question

    Ki agar duniya mein sardaar na hote toh kya hota

    That if there were no sardaar in this world, then what would have happened

    Sorry yaar duniya bekaar beena son of sardaar

    Sorry friend, the world is a waste without son of sardaar

    Son of sardar duniya bekar beena son of sardaar

    Son of sardar, the world is a waste without son of sardaar

    Batole means girl means

    Rubbish talk. Is this what girl means

    Kudiyan toh hoti par punjabanein na hoti

    There would be girls, but none would be like Punjabi

    Duniya ki ladko ki aatma sohni kudiyon ko roti

    The soul of all the guys of this world would cry for beautiful girls

    Mirje na hote raanjhe na hote toh kaun karta hai kudiyon ko pyaar

    There would not be lovers like Mirza and Ranjha, then who would love these beautiful girls

    Sorry yaar duniya bekar beena son of sardaar

    Sorry friend, the world is a waste without son of sardaar

    Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai

    Sometimes in my heart, there comes a question

    Ki agar duniya mein sardaar na hote toh kya hota

    That if there were no sarddar in this world, then what would have happened

    Daaru ki dukaanon pe padh jaate taale

    All the liquor shops would be shut down

    Murge bhi ghumte ainwi sadko pe saale

    Even the roosters would walk freely around the streets

    Imagine duniya without saron beena saag

    Imagine the world without mustard spinach

    Beena butter, beena lassi, beena assi beena tussi

    Without butter, butter milk, sundry and all

    Kaisi lagti duniya without colour of Dastr

    How the world would look without the colour of Dastar (A crown that is holy for all Punjabis)

    Sorry yaar duniya bekar beena son of sardar

    Sorry friend, the world is a waste without son of sardaar

    Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai

    Sometimes in my heart, there comes a question

    Ki agar duniya mein sardaar na hote toh kya hota

    That if there were no sarddar in this world, then what would have happened

    Haraamzaada, iss mein pyaar hai zyada

    Bas… there is so much love in this

    Saadi, tohadi, addi, yeh duniya ko hum ne sikhaayi

    Ours, yours, theirs, we only have taught this world

    Iss kolavari di ki baari toh baad mein aayi

    This turn of Kolavari Di came afterwards

    Gaaliyon ke beena yaar kaise dikhate pyaar

    Without abuses O my friend, how one would show the love

    Sorry yaar duniya bekar beena son of sardaar

    Sorry friend, the world is a waste without son of sardaar

    Kabhi kabhi mere dil mein yeh khayal aata hai

    Sometimes in my heart, there comes a question

    Yeh khayal zara baar baar aata hai

    This thought, it comes a little more and more

    Kaun jalata thande seeno mein aag

    Who would light the fire in hearts

    Jeena hote Jallianwala Bagh

    If there was no Jallianwala Bagh

    Bhagat toh hote par Bhagat Singh na hote

    There would be devotees, but no Bhagat Singh (a freedom fighter)

    Je guru na hote toh Guru Govind Singh na hote

    There would be teachers, but no Guru Govind Singh

    Je sardaar na hote toh bhangra kaise paate

    If there were no sardaar, then there would be no bhangra (a Punjabi dance form)

    Kaun laata rookhe chehron pe haase

    Who would bring a smile on sad faces

    Din toh hote par na lagte tyohaar

    There would be days, but no festivals

    Duniya bekar beena son of sardaar

    The world is a waste without son of sardaar

    Paaji sardaar par joke toh karna par joker mat samajhna

    Big Brother, you can joke on Sardaar, but don’t take them as jokers

    Kyunki sardaar ke dastaar par haath uthaayega

    Because if someone touches the crown of sardaar

    Toh sardaar utha dega

    Then the sardaar would kill anyone

    About the movie – Son of Sardaar

    Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning - Son of Sardaar movie

    A guest tries to stay inside the house of a man who can’t kill him unless he’s outside, because of believing guest to be equal to God.

    https://www.imdb.com/title/tt2178508/