Skip to content

Ghunghte Mein Chanda Hai Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Koyla movie

    Ghunghte Mein Chanda Hai Song Lyrics and Translation

    From the movie – Koyla

    ghunghte mein chanda hai

    though the moon is hiding in a veil

    phir bhi hai phela chaaron aur ujala

    still it is bright all over.

    ghunghte mein chanda hai

    phir bhi hai phela chaaron aur ujala

    hosh na kho de kahin

    some one may not lose their sanity

    josh mein dekhne waala

    the one who is exiceted to see the moon

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    ghunghte mein chanda hai

    phir bhi hai phela chaaron aur ujala

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    are, hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala…

    hmm hmm hmm hmm hmm hmm

    hmm hmm hmm hmm hmm hmm…

    aaj sundarta dulhan bani hai

    today beauty has become a bride

    koi kismat ka kitna dhani hai

    how lucky some is the groom

    aaj sundarta dulhan bani hai

    koi kismat ka kitna dhani hai

    muh diklayee ki khaatir

    to see the beautiful face

    dil kya jaan bhi hai haazir

    what is heart i will give my life too.

    muh diklayee ki khaatir

    dil kya jaan bhi hai haazir

    badalon ko moor dekhein

    the peacock look out for the rain clouds

    chand ko chakor dekhein

    chakor is waiting for moon

    tujhko naseebon waala

    person waiting for you is indeed very lucky

    hosh na kho de kahin

    buy may not lose his sanity

    josh mein dekhne waala

    hey, hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    ghunghte mein chanda hai

    phir bhi hai phela chaaron aur ujala

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    are, hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala…

    paas tu door tak hain nazaarein

    when you are close the world is beautiful

    mil rahe hain dilon ko sahare

    my heart is feeling contented

    paas tu door tak hain nazaarein

    mil rahe hain dilon ko sahare

    le ke baharein tu aayee

    you brought the beauty of the spring with you

    door hui hai tanhai

    i am no longer lonely

    le ke baharein tu aayee

    door hui hai tanhai

    ghar ko sanwaar de ga

    you will enhance my home

    dil ko qarar de ga

    take away restlessness from myheart

    roop ye tera nirala

    your maqical beauty

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    hey, hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    ghunghte mein chanda hai

    phir bhi hai phela chaaron aur ujala

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    are, hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala…

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    hosh na kho de kahin

    josh mein dekhne waala

    About the movie – Koyla

    A village girl agrees to a marriage to a king she has never met after he sends her a photograph of himself. But the man in the photograph is not the king but his most loyal slave, the handsome but mute Shankar.

    https://www.imdb.com/title/tt0136352/