Skip to content

Hai Re Hai Re Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Khushi movie

    Hai Re Hai Re Song Lyrics and Translation

    From the movie – Khushi

    haaye re…

    Alas…

    do ajnabi chale ja rahe hain

    Two strangers are going on their way;

    kidhar ja rahe hain

    where are they going?

    kahaan ja rahe hain

    Where are they going?

    vo ek duusre se dekho ruuthe ruuthe…

    Look at them sulking at each other…

    nazar aa rahe hain

    it’s quite apparent.

    chale ja rahe hain

    They’re going on their way.

    haaye re…

    Alas…

    do ajnabi chalein ja rahein hain

    Two strangers are going on their way;

    kidhar ja rahe hain

    where are they going?

    kahaan ja rahe hain

    Where are they going?

    vo ek duusre se dekho ruuthe ruuthe…

    Look at them sulking at each other…

    nazar aa rahe hain

    it’s quite apparent.

    chale ja rahe hain

    They’re going on their way.

    haaye re…

    Alas…

    yeh jaage jaage se

    In this ever-waking state,

    yeh soye soye se

    in this ever-dreaming state,

    kahaan hain khoye se

    where have they gotten lost?

    puuchho zara

    Just ask.

    yeh jaage jaage se

    In this ever-waking state,

    yeh soye soye se

    in this ever-dreaming state,

    kahaan hain khoye se

    where have they gotten lost?

    puuchho zara

    Just ask.

    jhuutha gussa chhoro ji

    Abandon your false anger!

    ab to kar lo dosti

    Now make friends!

    aise dil na toro ji

    Don’t break a heart that way.

    achchi nahin dillagi

    It’s not good to toy with each other.

    kuchh kuchh duur jaake

    Drawing away,

    kuchh kuchh paas aake

    or drawing near,

    kuchh kuchh duur jaake

    drawing away,

    kuchh kuchh paas aake

    or drawing near,

    tarpa rahe hain

    they’re agonized.

    chale ja rahein hain

    They’re going on their way.

    haaye re…

    Alas…

    zara si chaahat hai

    It’s a little like desire,

    zara si nafrat hai

    it’s a little like hatred.

    aji kya hasrat hai is pyaar ki

    What a crazy commotion this love is!

    zara si chaahat hai

    It’s something a little like desire,

    zara si nafrat hai

    it’s something a little like hatred.

    aji kya hasrat hai is pyaar ki

    What strange longing this love possesses!

    kabhi haan kabhi na

    Sometimes “Yes,” sometimes “No,”

    bole hain dil ki zubaan

    speak the voices of their hearts.

    inke dil mein hai kya

    What lies in their hearts

    koi jaane na yahaan

    is known to no one here.

    aankhon mein jalan hai

    There’s a burning in their eyes:

    milne ki lagan hai

    it’s the desire to meet.

    aankhon mein jalan hai

    There’s a burning in their eyes:

    milne ki lagan hai

    it’s the desire to meet.

    ghabara rahe hain

    They’re angst-ridden;

    chale ja rahe hain

    they’re going on their way.

    haaye re…

    Alas…

    do ajnabi chale ja rahein hain

    Two strangers are going on their way;

    kidhar ja rahe hain

    where are they going?

    kahaan ja rahe hain

    Where are they going?

    vo ek duusre se dekho ruuthe ruuthe

    Look at them sulking at each other…

    nazar aa rahe hain

    it’s quite apparent.

    chale ja rahe hain

    They’re going on their way.

    haaye re….

    Alas…

    About the movie – Khushi

    Karan and Khushi fall in love, but her conservative family balks at accepting Karan’s modern ideas.

    https://www.imdb.com/title/tt0348656/