Skip to content

Aao Milke Gaayein Aisa Gaana Hindi Song Lyrics English Translation and Meaning – Armaan movie

    Aao Milke Gaayein Aisa Gaana Song Lyrics and Translation

    From the movie – Armaan

    aayo milke gaayein aisa gaana surila aur suhaana

    Come, joining together, we’ll sing a song both melodious and beautiful,

    jis mein sirf pyaar ki mithaas ho

    in which may there be only the sweetness of love.

    hamne to hai sikha gungunaana

    I’ve learned how to hum,

    hamesha muskaraana jabse tum hamaare dil ke paas ho

    how to continuously smile, since you’ve become dear to my heart.

    tum aur ham gaayein sargam

    You and I shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    ham aur tum gaayein sargam

    I and you shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    subah ke ujale hain vo pahale

    There are the first rays of morning,

    shaam ka andhera reshmi hai

    and the evening’s darkness is made of silk;

    muskaraati aankhon se jo dekho

    if you look through smiling eyes,

    duniya mein kahaan koi kami hai

    where is there anything lacking in this world?

    jo halka ho yeh man jo ham rahein magn

    If the heart is light, and we remain in good cheer,

    har ek rut lagegi hamko rut baahar ki

    then each and every season will seem to us like springtime.

    jo halka ho yeh man jo ham rahein magn

    If the heart is light, and we remain in good cheer,

    har ek rut lagegi hamko rut baahar ki

    then each and every season will seem to us like springtime.

    tum aur ham gaayein sargam

    You and I shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    ham aur tum gaayuun sargam

    I and you shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    ek nanhi pyaari si kali ne

    A tiny, darling flowerbud

    chupke se hai yeh mujhko bataaya

    softly told me this:

    khushnasib voh hai is jahaan mein

    he is blessed in this world,

    jisne duusron ka pyaar paaya

    who has received the love of others.

    lagti hai voh gali har ek voh kali

    The flower bud takes to the lane;

    aisi gali kab hai zaruurat singaar ki

    so when does the lane ever need adornment?

    lagti hai voh gali har ek voh kali

    The flower bud takes to the lane;

    aisi gali kab hai zaruurat singaar ki

    so when does the lane ever need adornment?

    tum aur ham gaayein sargam

    You and I shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    ham aur tum gaayein sargam

    I and you shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    aayo milke gaayein aisa gaana surila aur suhaana

    Come, joining together, we’ll sing a song both melodious and beautiful,

    jis mein sirf pyaar ki mithaas ho

    in which may there be only the sweetness of love.

    hamne to hai sikha gungunaana

    I’ve learned how to

    hum hamesha muskaraana jabse tum hamaare dil ke paas ho

    how to continuously smile, since you’ve become dear to my heart.

    tum aur ham gaayein sargam

    You and I shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    ham aur tum gaayein sargam

    I and you shall sing a melody,

    sargam zindagi ki har khushi ki aur pyaar ki

    a melody of life and of every happiness and of love.

    About the movie – Armaan

    Dr. Siddharth Sinha is a dedicated selfless doctor who dreams of building a state-of-the-art hospital with all the modern instruments and amenities for patient care . His foster son Akash shares his dream . Akash falls in love with Neha Mathur , an anaesthetist in the same hospit…

    https://www.imdb.com/title/tt0331851/