Skip to content

Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman Song Lyrics –

    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman

    From the movie – Dard Ka Rishta (1982)

    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman Song Lyrics in English

    Yuun nind se woh jaan-e-chaman jaag uthi hai – (2)
    Pardes mein phir yaad-e-watan jaag uthi hai
    Yuun nind se woh jaan-e-chaman

    Phir yaad hamein aayein hain, saawan ke woh jhule – (2)
    Woh bhul gaye hamako unhein nahi bhule, unhein nahi bhule
    Iss dard ke kaanton ki chubhan jaag uthi hai
    Pardes mein phir yaad-e-watan jaag uthi hai

    Iss shehar se achchha tha bahot apana woh gaanv – (2)
    Panghat hai yahaan koyi na (pipal ki woh chhanv – (2)
    Pachchhim mein woh purab ki pawan jaag uthi hai
    Pardes mein phir yaad-e-watan jaag uthi hai
    Yuun nind se woh jaan-e-chaman

    Hum log sayaane sahi deewaane hai lekin
    Begaane bahot achchhe hai (begaane hai lekin -2)
    Begaano mein apano lagan jaag uthi hai
    Pardes mein phir yaad-e-watan jaag uthi hai
    Yuun nind se woh jaan-e-chaman jaag uthi hai

    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman Hindi Song Lyrics Translation

    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman Jaag Uthi है – (2)
    Mein Phir Yaad-E-Watan Jaag Uthi hai
    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman
    फ़िर याद हैमिन अयेन है, सावन के वोह झुल – (2)
    वो भुल गे हमको unhein nahi भुले, Unhein नही भुले
    आईएसएस दार्ड के कांटन की चुबान जग उथी है
    Mein Phir Yaad-E-Watan Jaag Uthi hai
    Iss शेहर से Achchha Tha Bahot Apana Woh Gaanv – (2)
    पंगहत है याहान कोय ना (पिपल की वोह चहहानव – (2)
    पचचिम मीन वो पुराब की पवन जग उथी है
    Mein Phir Yaad-E-Watan Jaag Uthi hai
    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman
    हम लॉग साईं साही दीवायन है लेकिन
    बेगाने बहोत अचखे है (बेगाने है लेकिन -2)
    बेगानो मीन अपानो लगान जग उथी है
    Mein Phir Yaad-E-Watan Jaag Uthi hai
    Yuun Nind Se Woh Jaan-E-Chaman Jaag Uthi hai

    About the movie – Dard Ka Rishta (1982)

    The Sharmas are both surgeons in New York. Ravi wants to go back to India. His wife wants to remain in New York to do research towards a cure for leukemia, the cancer that killed her brother. Ravi is named Head of Surgery at Tata Memorial Hospital in Bombay. They divorce. In India, Ravi has a daughter, Khushpu. When Khuspu is twelve, she feels sick. A blood test reveals that she has leukemia…

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0083790/

    Exit mobile version