Suno Suno Suno Meree Jubanee (By: Shabbir Kumar, Asha Bhosle)
From the movie – Dharam Adhikaari
Suno Suno Suno Meree Jubanee Song Lyrics in English
Suno suno suno meree jubanee, suno suno suno amar kahanee
Aate hain jee jate hain jee, kaun aate hain*
Iss dharatee par kabhee kabhee aise log bhee aate hain
Rehtee duniya tak jo aana nam amar kar jate hain
Suno suno suno meree jubanee
Attharah sau sattavan kaa jamana yad karo
British jalimo kaa jamana yad karo
Firangee ne aate jate hamla kiya aisa
Khun hamara hokar panee bah sakta hai kaise
Hame kayar samajhakar fauj unakee iss tarah tutee
Kunvaree kya suhagan kya sabhee kee aabru lutee
Ek vir dharmaraj talvar ley ke aaya
Woh bharat man kaa beta samane aaya
Kuda woh maidan me lekar nyay kee talvar
Dher ho gayee ret jaise dushman kee divar
Toh kya videshee dum dabakar bhag gaye
Bhage nahee har gaye
Hare huye sipahee par gora afasar baras pada
Aur kaha samane se nahee toh pith me chhuri maron
Jit kee kushee me soye huye insan par
Firangee sipahio ne hamala kar diya
Firangio ne pichhe se unako aise pakda
Bade dhokhe se aakar sher ko janjiro me jakada
Ghana woh ped jo deta tha sare ganv ko chhaya
Usee peh phansee dene ko dharmaraj ko latakaya
Shahid toh marke bhee jite rahate hain
Isee liye toh amar unako log kehte hain
Kate huye iss ped ko dekho gadee hai jo talvar
Abb tak isme bakee hai aajadee kee jhankar
Suno Suno Suno Meree Jubanee Hindi Song Lyrics Translation
सनो सनो सनो मेरी जुबानी, सनो सनो सनो अमर कानानी
Aate Hain Jee Jate Hain Jee, Kaun Aate Hain *
Iss धरती पारे तबी कबी एआईएसई लॉग बाई एट है
रेहटी दुुनिया ताक जो आना नाम अमर कर जेट हैन
सनो सनो सनो मेरी जुबानी
अथाराह सौ सट्टवन का जमाना याद करो
ब्रिटिश जलिमो का जमाना याद करो
Firangee Ne Aate Jate हमला Kiya Aisa
खुन हमरा होकर पैनी बह सक्ता है Kaise
हैम कायर समाजवादी फौज यूनेक इस तारा तूती
Kunvaree kya suhagan ka sabheee kee aabru lutee
एक वीर धर्मराज तलवार ले के अया
वो भारत आदमी का बेटा समेन आया
कुडा वो मैडन मी लेकर न्यय की तालावर
धेर हो गेई रेट जैस दुश्मन की दिवा
तोह काया विदेशी डम दाबकर भाग गे
Bhage nhehe har gaye
ह्यूई सिपाही पैरा गोरा अफसर बारास पाडा
और कह सामेन से नाही तोह मैं छुरी मैरॉन
Jit kee kushee me soye huye इंसान PAR
Firangee Sipahio ने हमला कर दीया
Firangio Ne Pichhe Se Unako Aise Pakda
Bade Dhokhe Se Aakar शेर Ko Janjiro Me Jakada
घाना वह पेड जो डाटा सागर गनव को छाया
Peh Phansee Dene Ko Drarmaraj Ko Latakaya का उपयोग करें
शाहिद Toh Marke Bee Jite Rahate Hain
आईएसईईई लाई तोह अमर यूनाको लॉग केहे हैन
केट हुय आईएसएस पैड को देखो गाजी है जो तलवार
Abb tak isme bakee hai ajadee ke jhankar
About the movie – Dharam Adhikaari
The compelling story of honest and ethical Dharamraj of Nand Gaon village, whose very name instills fear amongst wrong-doers. Ironically, the very man whose family has been administering justice for four generations, must now distance himself against his very own brother, Prakash; wife, Savitri; and daughter, Aarti, while the villagers, headed by Chaudhry and Shastri, charge him of having an illicit and extra-marital affair with a widow.