Skip to content

Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein Song Lyrics – Mohammad Rafi

    Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein (By: Mohammad Rafi, Asha Bhosle)

    From the movie – Boot Polish

    Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein Song Lyrics in English

    Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
    Muthi mein hai taqdeer humari
    Muthi mein hai taqdeer humari
    Humne kismat ko bas mein kiya hai

    Bholi bhaali matwaali aankho mein kya hai
    Aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
    Aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
    Aane wali duniya ka sapna saja hai

    Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai

    Bheek mein jo moti milega loge ya na loge
    Zindagi ke aansuyon ka bolo kya karoge

    Bheek mein jo moti mile to bhi hum na lenge
    Zindagi ke aansuyon ki mala pehne ge
    Mushkilon se ladhte phirte jeene mein maza hai

    Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai..

    Humse na chhuhpaayo baccho humein to bataayo
    Aane wali duniya kaisi hogi samjhaayo

    Aane wali duniya mein sab ke sar pe taj ho
    Na bhookon ki bheedh hogi
    Na dukhon ka raj ho
    Badle ga zamana yeh sitaaron pe likha hai

    Nanhne munne bacche teri muthi mein kya hai…

    Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein Hindi Song Lyrics Translation

    नानहे मुन्ने बेसचे तेरी मुथी मीन्या है
    मुथी मीन है Taqdeer Humari
    मुथी मीन है Taqdeer Humari
    ह्यून किस्मत को बस मीन कीया है
    भोली भाली मातवली ऐंकेो मीन्या है
    एनंन मीन झोस उमेडन की दीवाली
    एनंन मीन झोस उमेडन की दीवाली
    ऐन वली दुनिया का सपना साजा है
    नानहे मुन्ने बेसचे तेरी मुथी मीन्या है
    भेक मीन जो मोती माइल्गा लॉग या नाओ लॉग
    जिंदगी के आंसुयॉन का बोलो के करोगे
    भेक मीन जो मोती मील से भी हम ना लेंगे
    जिंदगी के आंसुयॉन की माला पेहेन जीई
    Mushkilon Se Ladhte Phirte Jeene Mein Maza Hai
    Nanhe Munne Bacche Teri Mehi Mein Kya Hai ..
    Humse na chhuhpaayo baccho humein से Bataayo
    ऐन वाली डुनीया कैसी होगी समज्जायो
    ऐन वली Duniya Mein SAB KAR PE TAJ HO
    ना भुकोन की भेद होगी
    ना दुखन का राज हो
    Badle Ga zamana Yeh Setaaron Pe Likha Hai
    नान्हेन मुने बेसचे तेरी मुथी मीन किया है …

    About the movie – Boot Polish

    Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein  (By: Mohammad Rafi, Asha Bhosle)

    Toddlers Belu and Bhola share an uncertain future when their mom dies in the plague, and their dad is imprisoned. They are then left in the uncaring care of Kamla, their aunt, who moonlights as a prostitute. She is cruel,abusive and forces them to take to a life of begging on the local trains, on beaches and crowded areas in Bombay. This is how the toddlers grow up, they want to lead a respectable life, and with the help of bootlegger John, they get a shoe-shine kit and start shining shoes on busy sidewalks and railway platforms. Their circumstances face more uncertainty when Kamla finds out about their new-found profession, beats them up and throws them out of the house. They temporarily seek shelter with John, but when he is arrested, they have to fend for themselves. Things become bad to worse when Bombay enters the monsoon season, when people do not get their shoes shined; then the duo are separated – with Belu ending up with a rich family, and when she asks about Bhola, she is told that he is dead. The question remains is Bhola really dead, if not, what has been his fate?

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0046799/