Kaise Piya Se Mai Kahu (By: Lata Mangeshkar)
From the movie – Bewafaa
Kaise Piya Se Mai Kahu Song Lyrics in English
Kaise piya se mai kahu mujhe kitna pyar hai – (2)
Aankho ko intejar hai dil bekarar hai
Hoga milan apna mujhe aitbar hai – (2)
Aankho ko intejar hai dil bekarar hai
Kaise piya se mai kahu mujhe…….
Aayenge jab woh samne, baho me mai bhar lungee – (2)
Manungi unki bat ko, unse jid naa karungi
Chhane lagi hain madhoshiya, hai kya khumar hai – (2)
Aankho ko intejar hai dil bekarar hai
Kaise piya se mai kahu mujhe…….
Unke ghar me umer bhar ranee banke rahungi mai – (2)
Har khushi dungee unhe, unka dukh bhee sahungi mai
Dil diya unko unhi pe janisar hai – (2)
Aankho ko intejar hai dil bekarar hai
Kaise piya se mai kahu mujhe kitna pyar hai
Aankho ko intejar hai dil bekarar hai
Hoga milan apna mujhe aitbar hai
Aankho ko intejar hai dil bekarar hai
Kaise Piya Se Mai Kahu Hindi Song Lyrics Translation
Kaise Piya Se Mai Kahu Mujhe Kitna Pyar hai – (2)
Aankho Ko intejar है Dil Bearar Hai
होग मिलान अपना मुजे एटबार है – (2)
Aankho Ko intejar है Dil Bearar Hai
Kaise Piya Se Mai Kahu Mujhe …….
Aayenge Jab Woh Samne, बहो मी माई भर लंगे – (2)
Manungi Unki Bat Ko, Unse Jid Naa Karungi
छाने लगी है माधोशीया, हैय खुमर है – (2)
Aankho Ko intejar है Dil Bearar Hai
Kaise Piya Se Mai Kahu Mujhe …….
Unke घर Me उमर भर रानी Banke Rahungi माई – (2)
हर ख़ुशी डूंगी यूने, उर्फ दुख भी सहंगी माई
दिल दीया unko unhi पे Janisar है – (2)
Aankho Ko intejar है Dil Bearar Hai
Kaise Piya Se Mai Kahu Mujhe Kitna प्यार है
Aankho Ko intejar है Dil Bearar Hai
होग मिलान अपना मुजे आदबर है
Aankho Ko intejar है Dil Bearar Hai
About the movie – Bewafaa
Anjali, living in Canada with her parents, hides her relationship to the musician Raja from her parents. When her sister dies during the birth of twins, she abandons her love, marries the widower Aditya and moves to New Delhi to become the new mother of her sister’s children. Three years later, when Raja visits Delhi on his concert tour their love inflames again.