Skip to content

Mazlum Kisi Ke Kaum Ke Song Lyrics – Manna Dey

    Mazlum Kisi Ke Kaum Ke (By: Manna Dey)

    From the movie – Andolan

    Mazlum Kisi Ke Kaum Ke Song Lyrics in English

    Mazlum kisi ke kaum ke
    Jab khwab jagate hai
    To desh me hazaro
    To desh me hazaro inklab jagte hai – 2
    Inklab zindabad inklab zindabad – 2

    Yahi hosla yahi irada – 2
    Yahi faisala karna hai
    (Desh ke khatir jina hai aur
    Desh ki katir marna hai) – (2)

    Yahi hosla yahi irada – 2
    Yahi faisala karna hai
    Desh ke khatir jina hai aur
    Desh ki katir marna hai

    Watan pe jan luta kar apni
    Khud par ye ehsan kare – 2
    Sau bar mile ye jiwan to
    Sau bar ise kurban kare – 3

    Jab bhagat singh se bhagat bane – 2
    To phir kis baat se darna hai
    Hume desh ke khatir jina aur
    Desh ki katir marna hai

    Sir rakh ke aaj hatheli pe
    Hum nikal pade hai manzil ko – 2
    Jo ji me aaye ab karle
    Hai aaj chunauti katil ko – 3

    Azadi ki man me hume – 2
    Rang lahu ka bharna hai
    Hume desh ke khatir jina aur
    Desh ki katir marna hai

    Suno tilak ke chahane walo
    Gandhi ji ke diwano – 2
    Neharu ji ke diwano
    Suno tilak ke chahane walo
    Gandhi ji ke diwano
    Subhas chandar ke sewak ho tum
    Bharat maa ke mastano – 3

    Gulami ke andhero se – 2
    Suraj ki tarah ubharna hai
    Hume desh ke khatir jina aur
    Desh ki katir marna hai

    Yahi hosla yahi irada
    Yahi faisala karna hai
    (Hume desh ke khatir jina aur
    Desh ki katir marna hai) – (3)

    Mazlum Kisi Ke Kaum Ke Hindi Song Lyrics Translation

    माज़लम किसी के कौम के
    जब ख्वाब जगल है
    मेरे लिए हजारो
    दश हजरो इंकलाब जग्ते है – 2
    इंकलाब जिंदाबाद इंकलाब जिंदाबाद – 2

    याही होस्ला याहि इरादा – 2
    याहि फैसला कर्ण है
    (देश के खतिर जिना है और
    देश की कटीर मार्ना है) – (2)

    याही होस्ला याहि इरादा – 2
    याहि फैसला कर्ण है
    देश के खतिर जिना है और
    देश की कटीर मार्ना है

    वतन पीई जन लुटा कर apni
    Khud Par Ye Ehsan Kare – 2
    सौ बार मील ये जिवान
    सौ बार आईएस कुरबन कैरे – 3

    जब भगत सिंह से भगत बाने – 2
    Phir Kis Baat Se Darna Hai के लिए
    ह्यूम देश के खतिर जिना और
    देश की कटीर मार्ना है

    सर रख के आज हैथेली पीई
    हम nikal पेड है Manzil Ko – 2
    Jo ji me aye ab karle
    है आज चुनाउती कटिल को – 3

    आज़ादी की मैन मी ह्यूम – 2
    रंग लाहू का भरना है
    ह्यूम देश के खतिर जिना और
    देश की कटीर मार्ना है

    सनो तिलक के चाहेन वालो
    गांधी जी के डिवोनो – 2
    नेहरू जी के डिवैनो
    सनो तिलक के चाहेन वालो
    गांधी जी के डिवैनो
    सुभाष चंद्र के सिवाक हो टम
    भारत मा के मास्टानो – 3

    गुलामी के अंधेरो से – 2
    सूरज की तारा उबारना है
    ह्यूम देश के खतिर जिना और
    देश की कटीर मार्ना है

    याही होस्ला याहि इरादा
    याहि फैसला कर्ण है
    (ह्यूम देश के खतिर जिना और
    देश की कटीर मार्ना है) – (3)

    About the movie – Andolan

    Collegian Adarsh and his elder brother, Aniket paves two different path ways leading to the same goals when they excel in studies leading to bright futures only to find their respective lives shifting when things do not go as planned resulting in fair, despair and anxiety.

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0112359/

    Tags:
    Exit mobile version