Skip to content

Mohabbat Mein Nigaaho Se Jubaan Ka Kaam Lete Hai Song Lyrics – Mohammad Rafi

    Mohabbat Mein Nigaaho Se Jubaan Ka Kaam Lete Hai (By: Mohammad Rafi, Sulakshana Pandit)

    From the movie – Amar Shakti (1978)

    Mohabbat Mein Nigaaho Se Jubaan Ka Kaam Lete Hai Song Lyrics in English

    Mohabbat ke liye waise toh tanhaayi jaruri hai
    Tamaasha dekhana ho toh tamaashaayi jaruri hai
    Mohabbat mein nigaaho se -2 jubaan ka kaam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai
    Kisi ki baat karate hai, kisi ka naam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai – (2)
    Sanam ki baat karate hai khuda ka naam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se

    Agar dar ho jamaane ka, sahaara lo bahaane ka – (2)
    Bada dilkash tarika hai yeh haal-e-dil sunaane ka
    Kabhi in chaand taaron se, kabhi phulon bahaaron se
    Kiya karate hai dilwaale kabhi baatein ishaaron se
    Kabhi baatein ishaaron se, kabhi baatein ishaaron se
    Yuun hi paigaam dete hai, yuun hi paigaam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se

    Dilon ke darmiya aksar koi deewaar hoti hai – (2)
    Hamesha pyaar ke sar par tangi talwaar hoti hai
    Shamma ki bajm mein udkar pahunch jaate hai parwaane
    Jamaane bhar ke peharo se (nikal jaate hai deewaane -3)
    Bade chaalaak hote hai -2 ki kab iljaam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai
    Kisi ki baat karate hai, kisi ka naam lete hai
    Sanam ki baat karate hai khuda ka naam lete hai
    Mohabbat mein nigaaho se jubaan ka kaam lete hai – (2)

    Mohabbat Mein Nigaaho Se Jubaan Ka Kaam Lete Hai Hindi Song Lyrics Translation

    मोहब्बत के लय वाइस तोह तनहाई जारुरी है
    तामाशा देखाना हो तोह तामाशायी जारुरी है
    मोहब्बत मीन निगाहाओ से -2 जुबान का काम लेट है
    मोहब्बत मी निगाहाओ से जुबाआन का काम लेट है
    किसि की बात कराटे है, किसिया का नाम लेट है
    मोहब्बत मीन निगाहाओ से जुबाआन का काम लेट है – (2)
    सनम की बात कराटे है खुदा का नाम लेट है
    मोहब्बत मी निगाहाओ से जुबाआन का काम लेट है
    मोहब्बत मी निगाहाओ से

    अग्रार दार हो जमैने का, सहारा लो बहावन का – (2)
    बादा दिलकश तारिका है ये हवल-ए-दिल सुनान का
    चांद टैरॉन एसई, कही फुलन बहारोन एसई में कही
    Kiya Karate है Dilwaale कही Baatein Ishaaron Se
    कही बैएटिन इशारन से, कही बैटीन इशारन एसई
    Yuun HI Paigaam Dete HAI, YUUN HI PAIGAAM LETE HAI
    मोहब्बत मी निगाहाओ से जुबाआन का काम लेट है
    मोहब्बत मी निगाहाओ से

    Dilon Ke Darmiya Aksar Koi Deewaar Hoti Hai – (2)
    हन्हा पागार के सारा पार तंगी तलवार होती है
    शम्मा की बाजम मीन उडकर पहंच जाट है पर्वेन
    जमाने भर के पेहरो से (निकल जेट है दीवायन -3)
    बड चालाक हॉट है -2 की केब इलजाम लेट है
    मोहब्बत मी निगाहाओ से जुबाआन का काम लेट है
    किसि की बात कराटे है, किसिया का नाम लेट है
    सनम की बात कराटे है खुदा का नाम लेट है
    मोहब्बत मीन निगाहाओ से जुबाआन का काम लेट है – (2)

    About the movie – Amar Shakti (1978)

    In order to take over the kingdom, Shamsher Singh and Nahar Singh kill Yuvraj Gopal Singh and his wife, Roopa. The news of these deaths shocks the Maharaj who becomes seriously ill, but instead of treating him, the duo, with the help of the Hakim, poison him. They also believe that the heirs of this Kingdom, two young boys, Bada and Chhota Kumar, are also dead – paving the way for Shamsher to crown himself king. Years later Shamsher is still king, and has a daughter, Sunita, who he wants to get married to Kunver Ranjit Narayan Singh of Kishanganj. Shamsher does not know that the Bada and Chhota Kumars are still alive, while Shakti was taken in by a tribe of gypsies, Amar lives with his palace nanny, Leela, and believes she is his mother. The two princes will meet soon, not as friends and brothers though, but as enemies, as Shakti, a witness to his parents’ killing, wants to kill Shamsher at any and all costs, while Amar, who is in love with Sunita, has been appointed as Army Chief by Shamsher, and has sworn to protect him at any and all costs!

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0236977/