Naache Re Raadha Naache (By: Asha Bhosle, Suman Kalyanpur)
From the movie – Aanchal
Naache Re Raadha Naache Song Lyrics in English
(Ho o o…….
Naache re……. naache raadha naache, sakhiya naache re
Gopiya naache kanhaiya ke gaanv mein
Bhar bhar kar bijaliya paanv mein) – 2
Naache re……. naache raadha naache
(Chapal chapal charan waali sundar sukumaariya
Aisi lagin jaise ho khilati phulawaariya) – 2
O o o ……….
Jhum rahi hain daaye baaye, chamachamaati chanchalaaye
Ang ang nikhar raha, prem rang bikhar raha
Kangan bole khanan khanan, jhaanjhan bole jhanan jhanan
Goriya naache matak matak, komal baanhe jhatak jhatak
O o o ……….
Bhar gayi lachak nayi lataao mein
Ud rahi hain chunariya hawaayon mein
Ho…
Naache re……. naache raadha naache, sakhiya naache re
Gopiya naache kanhaiya ke gaanv mein
Bhar bhar kar bijaliya paanv mein) – 2
Ho…
Naache re……. naache raadha naache
Aaj sakal brindaaban mast ho ke jhuumata
Dharati ka geet gagan gumbad ko chuumata
Shyaam ki matawaaliya naache, baja baja taaliya naache
Sabaki nazar lalach rahi, ras ki gaagar chhalak rahi
?? dole, dhim dhim dhim dholak bole
Aisa chamatkaar huwa, paawan sansaar huwa
Murali baji re kadam ke chhanv mein
Suni padi hain daaminiyaan ghataao mein
Ho
Naache re…. naache raadha naache
Aa….
Kitna hai ullaas bhara raas ye kamaal ka
Har nayan mein naach raha rup nandalaal ka
Ho….
Aaj mahaakaal magan, dharati paataal magan
Gagan pe dhamaal magan, saare dik kaal magan
Sajan sang thakit thakit, dol rahe sab chakit chakit
Sabaka jiya baawala hai, sabake mann mein kaamana hai
Aa……
Bhakti rachi sabaki bhaawanaao mein
Bhar gayaa aanand sab dishaao mein
Ho…..
Naache re…….. naache raadha naache
Naache Re Raadha Naache Hindi Song Lyrics Translation
(हो ओ ओ …….
नाचे रे ……. नाचे राधा नाचे, साकालिया नाचे रे
गोपिया नाचे कन्हैया के गनव मीन
भर भर करीर बिजलिया पैनव मी) – 2
नाचे रे ……. नाचे राधा नाचे
(चैपल चैपल चरन वाली सुंदर सुकुमारिया
ऐसी लगिन जैस हो खिलाती फुलवायरिया) – 2
ओ ओ ओ ……….
झूम रही हन डेय बाये, चमामकती चंचलय
एंग एंग निकर राह, प्रेम रंग बिखर राह
कंगन बोले खानन खानन, झांजन बोले झांन झांन
गोरिया नाचे मटक मटक, कोमल बाने झटक झटक
ओ ओ ओ ……….
भर गायी लचक नाय लताओ मीन
उड राही है चनारीया हाओयॉन मीन
हो …
नाचे रे ……. नाचे राधा नाचे, साकालिया नाचे रे
गोपिया नाचे कन्हैया के गनव मीन
भर भर करीर बिजलिया पैनव मी) – 2
हो …
नाचे रे ……. नाचे राधा नाचे
आज सैकल ब्रिंडाबन मस्त हो के झुआमाता
धारती का गीत गगन गुंबदा को चुआउमाटा
श्याम की Matawaalia Naache, बाजा बाजा तालीया नाचे
सबकी नज़र लालच रही, रस की गागर छलक रही
?? डोल, धिम धिम धिम ढोलक बोले
AISA CHAMATKAAR HUWA, PAAWAN SANSAR HUWA
मुरली बाजी रे कडम के चानव मीन
सुनी पादी हैन दामिनीयान गिताओ मीन
हो
नाचे रे …. नाचे राधा नाचे
एए ….
Kitna Hai Ullaas Bhara Raas Ye Kamaal Ka
हर नयन मीन नाच राह रुप नंदलाल का
हो …
आज महाकाल मगन, धारती पैटाल मैगन
गगन पे धामाल मगन, सायर डिक काल मगान
साजन सांग ठाकत ठाकिट, डीओएल राहे सब चकित चकित
सबका जिया बावाला है, सबक मान मीन कामा है
एए ……
भक्ति रची सबकी भवनोओ मीन
भर गया अमानंद एसएबी डुहाओ मीन
हो …..
नाचे रे …….. नाचे राधा नाचे
About the movie – Aanchal
This movie revolves around the lives of two brothers, Kishan (Amol Palekar) and Shambhu (Rajesh Khanna). Kishan is married to Shanti (Raakhee), but both are unable to have children. When Tulsi (Rekha) and her blind mother come to live in the same village, Shambhu falls in love with her. Tulsi is the cousin of Jaggan (Prem Chopra) who does not like Tulsi and Shambhu together and plots to separate them. Jaggan creates false rumors about Shanti and Shambhu having an affair, and as a result Kishan decides to marry again – to Tulsi -at the suggestion of Jaggan, and divorces Shanti. Will this controversy ever be resolved? Will Shambhu and Tulsi marry?