Skip to content

Kabhi Raat Din Hum Dur The Song Lyrics – Lata Mangeshkar

    Kabhi Raat Din Hum Dur The (By: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi)

    From the movie – Aamne Saamne (1967)

    Kabhi Raat Din Hum Dur The Song Lyrics in English

    Kabhi raat din hum dur the, din raat ka abb saath hai – (2)
    Woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai – (2)
    Kabhi raat din hum dur the

    Teri aankh mein hai khumaar sa, meri chaal mein hai surur sa – (2)
    Yeh bahaar kuchh hai khile huye, (yeh sama nashe mein hai chur sa -2)
    Kabhi iin fijaao mein pyaas thi, abb mausame barsaat hai
    Woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
    Kabhi raat din hum dur the

    Mujhe tumne kaise badal diya, hairaan hoon main iss baat par – (2)
    Mera dil dhadakata hai aajkal, (teri shaukh najaro se puchhkar -2)
    Meri jaan kabhi mere bas mein thi, abb jindagi tere haath mein hai
    Woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
    Kabhi raat din hum dur the

    Yuun hi aaj tak rahe hum juda, tumhe kya mila hamein kya mila – (2)
    Kabhi tum khafa, kabhi hum khafa, (kabhi yeh gila, kabhi woh gila -2)
    Kitane bure the woh din sanam, kitani haseen yeh raat hai
    Woh bhi itefaaq ki baat thi, yeh bhi itefaaq ki baat hai
    Kabhi raat din hum dur the, din raat ka abb saath hai
    Kabhi raat din hum dur the

    Kabhi Raat Din Hum Dur The Hindi Song Lyrics Translation

    कही रात दीन हम डूर द दीन रत का अब्ब पाथ है – (2)
    वो भी itefaaq kaat thi, ये भाई etefaaq kaat hai – (2)
    कही रात दीन हम डूर

    तेरी आवंख मी है खुमार सा, मेरी चौआल मीन है सुरुर सा – (2)
    ये बहार कुच है खाइल हुय, (ये सामा नशे मीन है चुर सा -2)
    कही Iin Fijaao Mein Pyaas Thi, ABB Mausame बरसात है
    वूह भी itefaaq kaat thi, ये भी etefaq kaat hai
    कही रात दीन हम डूर

    Mujhe Tumne Kaise बादल दीया, Hairaan HOON MAIN ISS BAAT PAR – (2)
    मेरा दिल ढदकाटा है अजकाल, (तेरी शुख नजारो से पुचकर -2)
    मेरी जान कही मात्र बास मीन थाई, अब्ब जिंदगी तेरे हैथ मीन है
    वूह भी itefaaq kaat thi, ये भी etefaq kaat hai
    कही रात दीन हम डूर

    Yuun HI AAJ Tak Rahe Hum Juda, Tumhe Kya Mila Hamein Kya Mila – (2)
    कही तुम खफा, कही हम खफा, (कही ये गिला, कही वोह जिला -2)
    Kitane Bure वो दीन सनम, किटानी हसीन ये रत है
    वूह भी itefaaq kaat thi, ये भी etefaq kaat hai
    कही रत दीन हम डूर द, दीन रत का अब्ब पाथ है
    कही रात दीन हम डूर

    About the movie – Aamne Saamne (1967)

    At first, beautiful and wealthy Sapna is annoyed with her new neighbor, Gopal, who she believes to be following her. Nevertheless, Sapna eventually falls for Gopal’s charms. Although her brother Pran wants her to marry Prem, Sapna and Gopal are wed. While honeymooning, an attempt is made on Sapna’s life. Soon, Sapna learns that Gopal’s real name is Deepak, he was previously accused of murdering his first wife, but he was acquitted when there wasn’t enough evidence to convict him. With each passing hour, Sapna becomes more terrified that she will be Gopal’s next victim!

    IMDB: https://www.imdb.com/title/tt0178181/